Bharat ek cricket premi desh hai. bharat mein sabse pasandida khel hai cricket, jo bharat ke logo ke dilo mein raj karta hai.
Bharat mein kisi bhi cricket tournament ek tyohar ki tarah hota hai. bharat ke lag bhag sabhi log cricket dekhte hai.
Bharat mein cricket itna popular hone ka karan hai, Bharat ke mahan khiladiyon ka khel.
Bharat ne bahut bade bade cricketaro ko janm diya hai, jiske badulat bharat aaj duniya mein cricket mein ek number hai.
Bharat un mahan khiladiyo ke bare mein hume janne chahiye. Bharat ke un mahan khiladiyon ke bich ek khiladi hai Yuzvendra Chahal.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki Yuzvendra Chahal ka janam kaha hua, Unka cricket carrier ki shuruwat kaise huye ye sab ke bare mein.
Yuzvendra Chahal ka janm:
Yuzvendra Chahal janm 23 July 1990 ko Haryana ke jind shahar main huwa tha.
Yuzvendra Chahal ke family:
Yuzvendra Chahal ke pita ka naam hai K.K Chahal or Yuzvendra Chahal ke mata ka naam hai Sunita Devi.
Yuzvendra Chahal ke pura naam:
Chahal ko to aise hum sabhi Yuzvendra Chahal ke naam se hi jante hai, lekin unka pura naam hai Yuzvendra Singh Chahal.
Yuzvendra Chahal ke nick name:
Yuzvendra Chahal ke nick name hai Yuzi Chahal.
Yuzvendra Chahal ke biwi ke naam:
Yuzvendra Chahal ke biwi ka naam hai Dhanashree Verma.
Yuzvendra Chahal ke international debut:
Yuzvendra Chahal ke international cricket carrier ka shuruwat huyi thi 11 June 2016 main Zimbabwe ke khilaf.
Yuzvendra Chahal ne ODI debut kiya tha 2016 main Zimbabwe ke khilaf. IPL debut kiya tha 2011 main.
Yuzvendra Chahal ne T20 match main debut kiya tha Zimbabwe ke khilaf 19 June 2016 main.
Yuzvendra Chahal ke total International wickets:
Yuzvendra Chahal ke ODI main total wicket hai 91, Yuzvendra Chahal ke T-20 main total wicket hai 59 wickets.
Yuzvendra Chahal ke best performances international cricket main:
Yuzvendra Chahal ke ODI main best performance hai 6/42 or Yuzvendra Chahal ke T-20I main best performance hai 6/25.
Last word:
Toh dosto yeh tha Yuzvendra Chahal ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Yuzvendra Chahal ke bare main ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Jasprit Bumrah ke jeevan parichay!
- Mohammad Shami ke jevaan parichay!
- KL Rahul ke jeevan parichay hindi main!