YouTube tag kya hai ? | blogs aur YouTube par tag ka kya kam ?

YouTube tag kya hai ? | blogs aur YouTube par tag ka kya kam ?

 Dosto, YouTube koun nahi dekhta YouTube har koyi dekhta hai aur YouTuber bhi bahut ho chuka hai, sabka alag alag favourite YouTuber hota hai mera bhi favourite YouTuber hai ap niche comment par jarur bataye apk favourite youtuber koun koun hai.

Toh aaiye main mudde pe, apko yeh jarur nazar aya hoga YouTube par videos dekhte samay ki jo video ap watch kar rahe ho uske niche us video ke related or videos aya hai kya apne yeh notice kiya akhir aise kaise aa jate hai. Tanson na lo boss is post par apko jankari mil jayega

Is post mein apko Tag ke bare me jankari milega jo tag ke madad se ji Google ne YouTube par videos ko set karke rakhta hai or apne apna jarurt ye video search karte hai or mil jate hai bas is post ko end tak read kijiye Tag use karne se YouTube par kya hota hai, YouTube par kuch bhi search karne se koi bhi videos kaise aate hai ? website par bhi tag istemal hota hai voh bhi bat karenge.

YouTube tag kya hai


Tag kya hai ? Blog, YouTube tag use kyu karte hai ?

Dosto YouTube ka har video par tag use hota hai tag yeh hota hai manlijye ap YouTube pe ek video search kiya Jio recharge offers uske bad apko iske related dher sare video milega akhir yeh sare video kaise aa jate hai or YouTube ko kaise pata chalta hai ki yeh sare jio offers ke bare me video hai or is banda ne search kiya toh iske samne show karwao yehi tag ke madad se hota hai.

  Yeh bhi padhe – YouTube award ki jankari

 Ab apne jo jio offers ke bare me search kiya un sare video par bahut Sara tag istemal karta hai jio offers ke related Tag matlab keyword jo logone search karte hai or sabhi youtuber tag ko apne video par use karte hai apne apne video ke topic ke hisab se.

Blog par bhi same wese hi tag istemal karte hai apne Google par jo bhi search karenge woh sare blog post apke samne ayega jo unlogone apne post ki tag yani lebal par lagaya hai.

Lekin dosto aisa nehi ki youtube videos aur blog post par koyi bhi tag lagayenge toh voh Google pe ayega aisa nahi hai sabse pehle Google ne review karega han banda ne tag par jo diya hai videos aur post par bhi vohi hai tab hi us post ko logoke samne layega.

Google ka algorithm hai yeh ek robot system hai jo Google ne lagaya hai sabka videos aur post ko dekhne ke liye.

Final word

Toh dosto asha karta hu apko is post accha laga hai aur is post se apko janne ko mil gaya youtube par kuch bhi search karne se koi bhi videos kaise aate hai.
Is post ko apne dosto ke sath share kare apne social media par bhi jarur share kare ?

kuch Sawal hai toh comment par bataye ?. latest post ki update pane ke liye hamare Facebook page like karna na bhule aur hamare blog ka bell icon ko subscribe kare. Knowledge finder blog visit karne ke liye Bahut bahut Dhanyawaad

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *