aaj kal hum digital duniya main rehte jaha jyada kam online se hi hota hain,onlie kam hum jyada tar computer main hi karte hain, saath hi bahut sare kam current ki wajah se bhi hota hain, jo electrical machine hote hain sab current se chalti hain, agar current chala jate to hum ye sab kam kar nahi pate he or saath hi desktop bhi chala nahi pate hain.
isliye hume ye sab current jane ke bad bhi chalane ke liye ek cheez ki jarurat hoti hain,jiska naam hota hain UPS. to aiye is post par UPS ke bare main jante hain,UPS kya hain ,UPS ke full form kya hain.
UPS ka full form:
UPS ka full form hain Uninterruptible Power Supply.jo hume power supply karta hain.
UPS kya hain or kisne banaya hain:
UPS ka invention kiya tha John j henly ne .
UPS ke pura naam se hi UPS ka kaam pata chal jata hain,kyuki naam me hi likha hain power supply ,yani ki UPS hume power supply karte hain.aj kal jyadatar kam machine se hi hota hain, kuch machine chalne ke liye current lagte hain or kuch machine chalte hain petrol ya diesel se ya kuch or cheez se.
lekin jo mechine current se chalte hain, wo mechine current jane ke bad chal nahi pate,yami use current ki jarurat hoti hain.to hume current jane ke bad bhi us mechine jarurat hoti rehti hain,isliye hume ek aisi cheez ki jarurat hoti hain jise hum current ke jane ke bad current ke jagah par use kar sakte hain, isliye hume UPS ki jarurat hoti hain,jo ki hume current jane ke bad bhi current yani power supply karta hain.
UPS ek inverter ki tarah kam karta hain, UPS khash kar jyadatar desktop par use kiya dekha jata hain, or saath hi ghar ke jo chote chote electronic cheez jaise ek do bulb,ye sab cheez bhi UPS ke sahare current chale jane ke bad bhi use kar sakte hain. or saath hi UPS ke sahare hum mobile or bki onyo cheezo ko charge kar sakte hain jo ki ek babut asci baat hain.
UPS koyi sari compania product karte hain,inme se kuch branded hain or kuch aise hi aam company hain, agar apko kuch better UPS chahiye to uska manufacturing company ko dekh kar kharidiyega.
UPS ka perfomance depend karta hain uske battery bakeup ke upar ki uska battery kaisa hain,or saath hi agar app asche se battery charge kare to iska service jyada der tak chalega, ek UPS kharidte waqt iska specifications ke bare main asche se jankar hi kharidna chahiye .
UPS ka minimum starting price agar average kaha jaye to 500 se lekar 600 tak hain,or maximum ka kaha ja nahi sakta,ye price depend karta hain company ke upar yani brand ke upar.
- last word:
Toh dosto yeh tha UPS yani Uninterruptible Power Supply ke bare me kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aplogo ko kuch janne ko mila UPS ke bare main.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
yeh bhi padhe –
- Neha kakkar Biography in Hindi|height, Personal life, singing life, marriage status ?
- Battery Saving tips in Hindi: Mobile ki battery backup kaise badhaye!
- Jio 5G kab ayega?| jio 5g launch date?
- असम का नाम असम कैसे हुआ?|about Assam in Hindi,असम के बारे में कुछ बाते!