Top Five laptop under 25000 rupee!!

Top five laptop under 25000!

Hello Dosto kaise hai aap log? Asha karte hai ki aap log asse hai. Aaj hum is post par baat karenge top five laptop jiska prize lag bhag 25000 rupee ke andar hai. Aaj ke din lag bhag sabhi ko laptop ki jarurat hoti hai. Aaj kal har cheez lag bhag online pe hi hota hai isliye aaj kal laptop ki jarurat sabhi ko hai.  

Aiye dekhte hai laptop ke bare main: 

1.Acer Aspire 3 Pentium: Acer Aspire 3 Pentium Silver - (4 GB/256 GB SSD/Windows 11 Home) A314-35 NotebookYe laptop acer company ka hai. Is laptop ka price hai 25000 rupee.

Is laptop ke specification niche diya gaya hai:

Is laptop ka RAM hai 4gb, SSD hai 256 gb, Display hai 14 inch HD, Power Supply 45W, Processor brand intel or processor ka naam hai Pentium Silver. Operating System Windows 10.

2.HP 247 G8 Athlon Dual Core AMD Athlon P3045B: Ye laptop Hp company ka hai. Is laptop ka price hai 23616 rupee.

Is laptop ke specification niche diya gaya hai:

Is laptop ka RAM hai 8gb, HDD hai 1TB(1024GB), Display hai 14 inch HD, Power Supply 45W, Processor brand AMD or processor ka naam hai Dual Core AMD.Operating System Windows 10.

3.Lenovo Athlon Dual Core 3050U:   Ye laptop Lenovo company ka hai. Is laptop ka price hai 18999 rupee.

Is laptop ke specification niche diya gaya hai:

Is laptop ka RAM hai 4gb, SSD hai 256GB, Display hai 14 inch HD, Power Supply 45W, Processor brand AMD or processor ka naam hai Athlon Dual Core. Operating System Windows 10.

4.Acer Aspire 3 Dual Core 3020e:   Ye laptop acer company ka hai. Is laptop ka price hai 23990 rupee.

Is laptop ke specification niche diye gaye hai:

Is laptop ka RAM hai 4gb, SSD hai 256GB, Display hai 14 inch HD, Power Supply 45W, Processor brand AMD or processor ka naam hai Athlon Dual Core. Operating System Windows 11.

5.ASUS Celeron Dual Core 10th Gen: Ye laptop asus company ka hai. Is laptop ka price hai 22900 rupee.

Is laptop ke specification niche diya gaya hai:

Is laptop ka RAM hai 4gb, SSD hai 256GB, Display hai 14 inch HD, Power Supply 45W, Processor brand AMD or processor ka nam hai Athlon Dual Core. Operating System Windows 11.

Last Word:

Toh dosto yeh tha Top five laptop under 25000 ke bare me kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur ummid he ki isse aplogo ko kuch janne ko mila Top five laptop under 25000 rupee.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.   

 Ye bhi padhe:

 

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *