Jai Bhim movie review in Hindi

Namaskar doston aaj is post ke jariye south ki superstar Suriya ki Jai Bhim film ke bare mein kuch batein aap logo se share kar raha hu. Agar aap Jai Bhim film ke baade mein janna chahte hai to is post ko antim tak jarur padhe, umeed hai yeh post aap ko pasand aayega dhanywaad.

Jai Bhim movie review

South Indian superstar Suriya ki film Jai Bhim jab se release hyi hai, sabi uski tarif kar rahe hai. Aur Tamilnadu ke mukhyamantri MK Stalin ne bhi film ki tarif ki hai. Stalin ne kaha ki film dekhne ke bad sari rat unka man bhari raha. Film ka direction TJ Gnanavel kiya hai. Iski kaamyiabhi aur tarifon par do kism ke najariye hai. Jinhe janna aur sunna sachmuch dilchasp hai.

Jai Bhim ak mukhya film critic ka hai, jo unhone am Pan Indian International platform par jaahir kiya hai. Lekin unhone Jai Bhim par jaisi tippani ki hai, us par bahut se social media users ne na khushi jatayi hai. Aapne review mein critic ne film ko Crai Baby movie kaha hai jiska maksad background music aur visual language ko bahut jyada istemaal karke darshakon ki sahanubhuti batorna hai. Yeh film ke ak dialogue ko dahora kar aapna review khatam karte hai, sirf isiliye ki aap aadivaasiyon aur maanavadhikaron par film bana rahe hai, iska matlab yeh nahi hai ki yeh ak achi film hai, critic yeh tak kahate hai ki police ki atyaachaar ke seen sirf darshakon ki hamdardi haasil karne ke liye dikhaye gaye hai. Aur yeh sirf filmon tak simit nahi hai, sangeet, kala aur sahitya bhi iske daire mein aate hai.

Jai Bhim film Story

Film ki story itni Imotional hai ki kuch der ke liye aapko bhi Imotional kar degi. Film mein aapko 1995-96 Police ka pichhadi jaatiyon ke sath hye atyaachaar aapka rangte khade kar denge. Aap kitne bhi pathar dil insaan hai is seen ko dekhne ke bad aapka dil jarur pighal jayega.

Film ke puri kahani keval pichhade jaatiyon ke ird-gird ghumti rahati hai. Saal 1995-96 ki yaadon ko tarotaaja karne mein yeh film kafi hat tak safal rahi hai. Inhi sab 2 aur chate tabke ke beech ho rahe shaushan se tang aakar ak bachcha insaaf ke liye khada hota hai. Is bachche ko pichhde vargon ke liye ladaai ladne ke liye kafi keemat chukaani padti hai. Use bhi kafi pratarit kiya jata hai. Yeha tak use juthe mukadme mein bhi fasane ki har koshish ki jati hai.

Ant mein yeh ladka kis tarah aapne insaaf ki ladaai mein vijay pata hai. Yeh aapko film dekhne ke bad hi pata chalega.

Movie release date

Agar aap yeh film ko dekhna chahte hai to aap ise Amazon Prime par dekh sakte hai. Aapko bata de ki yeh film 2 November 2021 ko OTT platform amazon prime par release kar diya gaya tha. Aap amazon prime par film ki anand le sakte hai.

At last

Toh dosto yeh tha aaj ke topic Jai Bhim film ke bare mein, asha karta hoon abhi aap jan gaye hai Jai Bhim film ke baade mein. ummeed hai yeh post apko pasand aaya hai.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad

.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *