Aaj ke digital jamane mein hamare bahut sare system update ho gaye hai. Hum pehle se bahut jyada fast ho gaya hai. Hamare sabhi system aaj kaal fast kam karta hai.
Aaj ka jamana itna easy ho gaya hai ki aaj hum ghar baithe baithe hi apna bahut sara kaam kar sakte hai.
Hal hi mein corona kaal mein jab school college sabhi off the tab hum ghar baithe baithe online class karte the, sirf class hi nahi hamare assingment bhi hume hamare college se online ke through diya jata hai.
Ye sab online class ya assignment kuch app ke dwara hi kiya jata tha.
Aise hi corona jaise or musibat ke waqt hamare liye ye sabhi app kam ate hai. Jo hamare liye ek bahut hi faide ke baat hai.
In app o mein se ek app hai google classroom. Jo ek bahut hi ascha app hai.
To dosto aiye is post par hum jante hai Google classroom app ke bare mein, google classroom app ko kaise istemal karte hai, is app ko kaise kaha se download ya install karte hai ye sab ke bare mein.
Google classroom app kaise kaha se download ya install kare?
Google classroom app ko download ya install karne ke liye pehle humko google playstore par jana padega, waha jane ke bad apko search option par ja kar google classroom type karke enter karna hai.
Enter karne ke bad apke device ke screen par google classroom ka app aa jata hai, is app ke niche apko install ka option dikhai dega, apko us install option par click karna hai.
Install ke option par click karte hi apka app ke device par google classroom app install ho jata hai.
Google classroom app ke bare mein jankari!
Google classroom app ko use kaise kare?
Google classroom app ko istemal karne ke liye pehle apko google play store se apko ye app install karna padega. Install karne ke bad apko is app ko open karna hai.
Open karne ke bad apke device par kuch enter karne ka option ata hai, jo ki apke techer ya subject ka code hota hai, jo apko apke teacher de deta hai, use enter karna hai or saath hi apak gmail dekar yaha log in karna hai.
Lo in karne ke bad agar apka google classroom app kam karne lagta hai, yani ki agar apke teacher ne kuch diya he to assignment ya kuch notes to ye sab apke device ke screen par aa jata hai or saath hi us teacher ka naam bhi aa jata hai.
Agar apke classmate bhi google classroom join karte hai to aap unko bhi dekh sakte hai.
Last word:
Toh dosto yeh tha google classroom app ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila google classroom ke istemal ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- यूट्यूब के नोटिफिकेशन कैसे बंद करें:
- Monthly Average Balance kya hota hai? MAB required kam kaise karta hai!
- BBPS kya hai ? BBPS ke full form in Hindi: