world soil day ke bare mein, About World Soil Day in Hindi
Namaskar doston aaj is post ke jariye World Soil Day ke bare mein kuch jaankari aap logo se share kar raha hu. Agar aap World soil day ke baade mein janna chahte hai to is post ko antim tak jarur padhe, umeed hai yeh post aap ko pasand aayega dhanywaad.
World Soil Day kab suru hua tha
Vishay mitti divas ki United Nations dara har saal 5 December ko manaya jata hai. Is divas ki manaane ka udeshya kisanon aur aam logon ko mitti ki mahatta ke bare mein jaagruk karna hai. Vishay ke bahut se bhaagon mein upjakta mitti banjar aur kisanon dara jayada rasaaynik khadon aur keedhemar davaaiyon ka istemaal karne se mitti ke jaivik gunon mein kami aane ke karan iski uupjakta kshamta mein giravat aa rahi hai aur yeh pradushan ka bhi shikaar ho rahi hai. Isliye kisanon aur aam janta ko iski suraksha ke liye jaagruk karne ki jarurat hai. 20 December 2013 ko prati saal 5 December ko vishay mitti divas manaane fesla liya gaya tha.
Mitti ka mahatta
- Hamare bhojan ka 95 fisadi hissa mitti se hi aata hai.
- Bata de ki mitti mein rahane wale jeev carbon ko stor karne mein madad karta hai.
- Mitti mein maujood sukhma jeev prithvi par jeavan ko banai rakhne mein din-rat kam karte rahate hai.
- Jis tarah se padon ki andhadhundh kaatai ho rahi hai uska asar manav jeavan par sabse adhik pad raha hai. Asamay aa rahi badh ko roka ja sakta hai. Lekin padon ko kaatkar jo musibat lagatar badh rahi hai. Pedon ki jaden mitti bandh kar rakhti hai. Jisse tej barish aane par mitti ko saukh leti hai.
- Jis tarah pedon ki sankhya kam ho rahi hai aur aapdayi badh rahi hai aise mein mitti ak dum pani ko nahi saukh pati hai aur pani ke bahav mein mitti bhi beh jati hai.
At last
Toh dosto yeh tha aaj ke topic World Soil Day ke bare mein, asha karta hoon abhi aap jan gaye hai World Soil Day ke baade mein. ummeed hai yeh post apko pasand aaya hai.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Also Read..
- Mobile Recharge Price Increase hone par kya samshya jhelne pad rhe hai ?
- Florina Gogoi Biography in Hindi
- Upcoming movie Radhe Shyam release date, overview