Dosto aaj ka zamana unnoti ki or aage badh raha hai. Aaj ke unnoti ke zamane main. Aaj ke is daur main hamare sabhi kaam ek systematic aag badh raha hai.
Aaj zamane main sabhi unnoti karne ke liye bahut sare department banaye gaye hai or sabhi department ke kaam alag alag hota hai.
Sabhi department apne apne kaam ko bhag kar lete hai jiske sabhi kaam bahut hi asse tarike se ho pata hai, sabhi department ka management sector alag alag hota hai.
Kuch department hote hai medical sector ke to kuch department hote hai education department ke to kuch hote hai public ke aam problem ko solve karne ka.
Ye sabhi department ki tarah ek department hai PWD, jo public ke liye bahut sara kaam karta hai or develope bhi bahut hota hai.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki PWD kya hai? PWD ke full form kya hai? PWD ka kab established hua tha? ye sab ke bare main.
PWD ke full form:
PWD ke full form hai Public Works Department, jo public ke develope ke liye kaam karta hai.
PWD kya hai?
PWD ke full form(Public Works Department) se hi PWD ke bare main pata chal jata hai, PWD ek indian agency public work agency hai.
PWD ka kaam kya hai?
PWD ka kaam hota hai jo pakke raste hote hai, bade bade sarkari buiding , sarkari bade bade jo construction hota hai wo sab kaam PWD ke dwara kiya jata hai.
PWD jo bade bade road construction hote hai unke liye kaam karta hai. PWD main bahut sara engineer kaam karta hai, jisme se jyadatar engineer civil engineer hote hai.
PWD ke shuruwat kab hui thi?
PWD ke shuruwat 1854 main ho hua tha, jab bharat par British ka sashan tha.
Last word:
Toh dosto yeh tha PWD ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila PWD ke use ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Urban aur rural area ke bare mein jankari!
- fraud call kaise hote hai?|banking Fraud call kya hai
- Pani pine ke fayde! 10 Benefits of water in Hindi