Yubraj Singh biography in Hindi!
Bharat ek cricket premi desh hai. bharat mein sabse pasandida khel hai cricket, jo bharat ke logo ke dilo mein raj karta hai.
Bharat mein kisi bhi cricket tournament ek tyohar ki tarah hota hai. bharat ke lag bhag sabhi log cricket dekhte hai.
Bharat mein cricket itna popular hone ka karan hai, Bharat ke mahan khiladiyo ke khel.
Bharat ne bahut bade bade cricketaro ko janm diya hai, jiske badulat bharat aaj duniya mein cricket mein ek number hai.
Bharat un mahan khiladiyo ke bare mein hume janne chahiye. Bharat ke un mahan khiladiyon ke bich ek khiladi hai Yubraj Singh.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki Yubraj Singh ka janam kaha hua, Unka cricket carrier ki shuruwat kaise huye ye sab ke bare mein.
Yubraj Singh ka janm:
Yubraj Singh ka janm 12 December 1981 ko Chandigarh main huwa tha.
Yubraj Singh ke family:
Yubraj Singh ke pita ka naam hai Yograj Singh or Yubraj Singh ke mata ka naam hai Shabnam Singh.
Yubraj Singh ke biwi(wife) or shaadi:
Yubraj Singh ke biwi ka naam hai Hazel Keech. Yubraj Singh ka shaadi huwa tha 2016 ke November mahine main.
Yubraj Singh ke nick name:
Yubraj Singh indian Cricket team ki middle order ki ek nib ki tarah the, VYubraj Singh ko apne team mate or apne dost unko yuvi ke nick naam se bulate hai.
Yubraj Singh ka carrer:
Yubraj Singh indian cricket team ki ek left handed middle order all rounder batsman hai.
Yubraj Singh ke international cricket carrier ka shuruwat huyi thi 3 October 2000 main Kenya ke khilaf.
Yubraj Singh ne 16 October 2003 main test cricket main debut kiya tha New Zealand ke khilaf.
Yubraj Singh ne ODI debut kiya tha 2000 main Kenya ke khilaf. IPL debut kiya tha 2008 main.
Yubraj Singh ne T20 match main debut kiya tha Scotland ke khilaf 2007 main.
Last word:
Toh dosto yeh tha Yubraj Singh ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Yubraj Singh ke bare main ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Irfan Pathan ke Jeevan parichay!
- Harbhajan Singh ke jeevan parichay!
- MS Dhoni ke jeevan parichay ke bare main!