WhatsApp par Kisi Ko pin kaise kare ?|how to pin WhatsApp chat in Hindi
Hello doston kaise hain aap sab Asha Karti hun aap theek Honge,knowledge finder Blog par aapka swagat hai. aaj ke is post Mein Ham Baat Karne Wale Hain WhatsApp feature ke bare mein.
ham log daily life mein WhatsApp ka istemal karte hain aur bahut se log Aise Hain jinko yah Nahin Maloom ki WhatsApp pin kya hota hai WhatsApp par Kisi Ko pin kaise karen.
Agar aap bhi un Logon mein se hai jo yah Nahin Maloom ki WhatsApp pin future ka istemal Kis Kaam ke liye Kiya Jata Hai To Bane rahiye Hamare aaj ke is post ke sath Kyunki Humne aapko yah bahut aasani se step-by-step bataiye hai aur Whatsapp pin isko karna bahut hi Aasan hai. WhatsApp pin ko aap Kisi bhi WhatsApp mein istemal kar sakte hain aur iska Koi Bhi nuksan Nahin Hai.
WhatsApp pin feature kya hai hi
WhatsApp pin feature ka matlab hota hai ki agar aapane koi bhi chat ko important Rakha Hai To usko pin karke rakh sakte hain pin karna yani ki vah chat aapko sabse upar dekhegi aur uski niche Baki Ke Jo messages Hai vah Najar Aane lag jaenge.
For example manlijiye aapne Shruti Naam Ki Ek Ladki Ko pin Kiya hua hai to vah message Karen ya na Karen uska chat box sabse upar Rahega Uske bad niche Logon ke messages aapko aaenge isko hi Kahate Hain WhatsApp per Kisi Ko pin karna
WhatsApp per Kisi Ko pin kaise kare ?
Agar aap WhatsApp pe Kisi chat ko pin karna chahte hain ya Kisi vyakti ke chat ko pin karna chahte hain to aapko Uske chat ke upar ya FIR naam ke upar do second Tak dabakar Rakhna Hai Uske bad aapko Ek pin ka option Dega use per aapko click kar dena hai
Agar aap yah wala Tarika istemal nahin karna chahte hain to dusra Tarika bhi hai uske liye aapko vyakti Ke Chat Mein jaana hai aur 3 dot Dekhenge use per click karna hai vahan per bhi aapko pin ka option mil Jaega Jaise hi aap use per click Karoge to vah chat pin ho jayegi aapki WhatsApp chat list per
Agar aap kiye Hue chat ko hatana Chahte Hain To bhi simple hai aapko chat per click karna hai aur unpin per click kar dena hai aapko vahan per WhatsApp bar per white colour Mein option mil jaega aur aap Chahe to Unki chat mein bhi jakar unpin kar sakte hain. WhatsApp ine karne ke liye aap ek Sath unlimited Logon Ko pin kar sakte hain aur unlimited Logon Ko unpin bhi kar sakte hain
Final word:
Toh doston Yahi Jankari WhatsApp in feature ke bare mein Asha Karti hun aap Jaan Gaye Honge ki WhatsApp pin kya hai, WhatsApp pin feature ka istemal kaise karen, WhatsApp chat pay Kisi Ko pin kaise karen WhatsApp pin future ke kya fayde hain aur WhatsApp pin ko un pin kaise karen Iske bare mein.
Agar aapko aaj ki Hamari yah post acchi lagi ho to usko Apne friends aur family ke sath share Jarur share Karen Man Mein Koi Sawal ho to unko comment Karke Puche agar aap Koi sala yah sujhav de dena Chahte Hain To bhi aap unko comment mein likhkar bataen
Aise hi knowledgeable post ke notifications pane ke liye Hamare website www.knowledgefinder.in ko follow aur Hamare Facebook page ko like karna na Bhule agar aap Humse connect Hona Chahte Hain to hamare Facebook page se Hamen contact kar sakte hain.
aap Hamari aaj ki yah post read karne ke liye bahut bahut dhanyvad Milte Hain next post Mein tab tak Ke Liye by aur take care
Yeh bhi padhe –