WhatsApp par message send kaise kare phone number save kiye bina


How to Send whatsapp message without save phone number | WhatsApp par message send kaise kare phone number save kiye bina

WhatsApp hum sabke liye ek bahut hi jaruri hogaya hai par dosto kabi apne yeh socha whatsapp par hum usko hi message send kar pate hai jiska mobile no. hamare contact list mein save hai.

   Yeh bhi padheWhatsapp status download kaise kare

ji han agar apko bhi yehi problem hai ki dusra ka no. bina save kiya huye message send karna cahta ho toh is post ko read kijiye isme hum bataya hai ki kaise ap mobile number save na kiye huye uske whatsApp par message bheje.

Dusro ka Whatsapp par message send karne ke liye uska number save krna pdta hai lekin kayi bar hume aisa hota hai kisiko message dena padta hai uska no. hume aage koyi jarrut nahi hai yani usko 1 ya 2 time hi message krna hai.Isiliye hum cahte hai ki us banda ko message du lekin uska number save karna pa pare!


Toh ab mein apko 2 method batunga jis method ke madad se ap kisika bhi whastapp par message send kar payenge sirf uska mobile register whatsapp number cahiye, uska phone number hame save karne ki jarrut nahi padega, ap uske whatsapp par message de payenge bina save kiye number or apne yeh bhi check kar payenge kounsa number par whatsapp hai ya nahi hai.

Method 1 send-whatsapp-message-without-saving-phone-number Via Web browser

Step 1   Sabse pehle apke mobile ki browser open karna hai karne ke bad URL address bar mein ap type kijiye https://api.whatsapp.com/send?phone=91xxxxxxxxx

Step 2  phone = ke bad ap jis no. ko check/message send karna cahto ho uska no. enter kijiye agar manlijie apne jiska whatsapp pe massage bhejenge woh india se hai toh ap = ke bad 91 country code uske sath mobile no. typ kijiye EG: 9198746543219 uske bad ap search kar dijiye.

Karne ke bad apko niche duya hua Screenshot ke jaisa nazar ayega bas apko message par click karna hai uske bad apka whatsapp app open hoga agar us number par whatsapp nahi hai toh bolega The phone number +91xxxxxxxxxx isn't on whatsapp agar us number pe whatsapp hoga toh direct message send karne ka option ayega

Method 2 Send whatsapp message without save phone number via application


Dusra tarika yeh hai ap apne phone mein WhatsMe app aise bahut share apps play store par mil jayega unme se koyi bhi ek app ko install karke app ko open karke usme mobile no. dekar ap whatsapp message send kar payenge phone number bina save kiye.


Apko mein recommend karta hu ap upar diye hua trick ko hi istemal kare kyu uska 2 benefits hai ek toh apko koyi third part app install ki jarurt nahi parega dusra app se karne se security bhi kam hai aur app mein ads bagera ka bhi dikkat hai. bas ab apko jo accha lage ap use kar sakte hai.

Toh Dosto I hope ab ap jan gaye phone number save kiye bina whatsapp par message kaise bheje. agar post pasand aya toh ise apne social media par jarur share kare. Knowledge finder blog visit karne ke liye apko Sukriya

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *