Web whatsapp kya hai ? | Laptop/pc par WhatsApp istemal kaise kare !


How to use WhatsApp on Computer,laptop | Laptop/pc par WhatsApp kaise istemal kare !

Hi, kya ap bhi search kar rahe ho Computer mein whatsapp kaise chalaye, kya laptop mein whatsapp chal sakta hai toh bane rahe is post ke sath is post par hum bataya hai laptop par whatsapp kaise chalaye aur laptop/pc mein whatsapp istemal kiya jata hai ki nhi agar ha toh kaise is post par humne ashan basha se bata diy kaise ap laptop,pc mein whatsapp chala sakte ho.

           Whatsapp par message kaise bheje phone number save kiye bina

Ji han aap laptop/pc mein whatsapp chala sakte ho lekin dosto jaise mobile par whatsapp istemal karte ho app install karke computer par wesa nahi hai. computer par whatsapp istemal karne ke liye apko whatsapp ki taraf se koyi app nahi milta hai. laptop mein whatsapp chalane ke liye aap koyi bhi browser se chala sakte ho like google chrome, opera, mozilla, etc


laptop/pc mein whatsapp kaise chalta hai

Computer mein apko koyi app nahi rehta whatsapp ke liye ap apne computer par Web.whatsapp  ke madad se whatsapp chala sakte ho web whatsapp hai ap apne smartphone par jo whatsapp istemal kar rahe ho usko apne pc mein web browser par web.whatsapp.com site par visit karke apne pc mein whatsapp chatting kar sakte ho.

                Whatsapp status download kaise kare

lekin dosto aisa nahi ki ap apne computer mein ek whatsapp account chaloge or mobile par ek aisa bilkul nahi ap apne mobile ki whatsapp account ko hi laptop mein access kar payenge.

Computer mein whatsapp kaise chalaye

Laptop, desktop par whatsapp kaise use kare ap niche diye huye Screenshot aur step by step use follow kare aur step bataya gaya use diyan read kare!



Step 1  Sabse pehle ap apne pc ka browser open kijye aur address bar par type kijiye web.whatsapp.com type karne ke bad ap search kijiye. Karne ke bad apko ek QR code najar ayega.

Step 2  uske bad apko apne phone ki whatsapp app ko open karna hai whatsapp ki right side par three dot par click karna hoga.



Step 3  Click karne ke bad Whatsapp web option ayega bas uspe click karte hi apko scan karne bolega then ap apne computer par jo QR code aya hai usko scan karte hi apka whatsapp open ho jayega pc par.


Final word:
Toh dosto ab ap jan gaye laptop par whatsapp use kar sakte ho aur laptop/pc mein whatsapp kaise use kare, I hope apko is post pasand aya hoga is post ko apne social media par jaise whatsapp,facebook aur apne dosto ke sath jarur share kare sath hi sath hamare Facebook page like karna na bhule koyi bhi swal hai toh comment kar sakte ho. Knowledge finder blog visit karne ke liye Dill se Dhanyawaad

2 thoughts on “Web whatsapp kya hai ? | Laptop/pc par WhatsApp istemal kaise kare !

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *