Truecaller kya hai | True caller New Features, Truecaller kaam kaise karta hai ? Purah Jankari Hindi me

Truecaller kya hai | Truecaller New Features, Truecaller kaam kaise karta hai, Purah jankari Hindi me

Namaskar Dosto, kaise ho aasha karta hu aaccha hi honge aaj hum janenge ek bahut hi Populer apps ke bare me jiska naam hai Truecaller sayed aap bhi is app ko use karte honge or han toh aapko is app ke bare me jankari jankar khusi hoga..


aagar aap use nehi karte hai toh bhi aap is app ke bare me jan lijiye sayed aapko bhi is app ka features or Truecaller app ke bare me jankar bahut khusi hoga, toh aap is post ko end tak padhte rahiye aapko purah jankari mil jayega Truecaller kya hai | True caller New Features, Truecaller kaam kaise karta hai.



    Truecaller kya hai ? or yeh kya kaam karta hai

Sabse pehle jante hai Truecaller kya hai or yeh kya kaam karta hai, dosto truecaller ek bahut hi populer application hai jisko abitak 100M se bhi jyda logone Download kar chuka hai. is app ka kaam hai Unknown mobile no ka pata karna, aap koyi bhi Mobile no Truecaller app par search karke pata laga sakte hai ki woh number kiske naam se hai ya fir kisne istemal kar raha hai.


aapka mobile par woh number save nehi rahega toh bhi aap pata laga payenge kiska mobile no hai, aapko me bata du ki yeh apps se jo Information aata hai 100% accurate toh nehi hai par thoda bahut accurate information hi deta hai jisse aap samaj payenge kiska number hai or spam karne wale logoka Number toh nehi woh bhi aapko pata chal jayega.


            Truecaller kaam kaise karta hai


Dosto Truecaller kaam kaise karta hai aapko me yehi batane wala hu ki Truecaller par Search karne se jo naam aata hai woh naam aata kaha se or Truecaller ko kaise pata hota hai ki woh number kisne use kar rha hai ya kiska naam par hai, dosto sabse pehele aapko bata du ki Truecaller par jo bhi naam aata hai woh Sim kiske naam par hai woh naam nehi aata hai, truecaller ka naam collect karna source 

1. Social Media jaise Facebook, twitter, 

2. Truecaller app : aagar koyi truecaller app me account banaya hai toh usse
    naam aata hai or aapko bata du jisne truecaller me account banaya hua hai 
    aagar uska no search karenge toh aapko purah accurate dikhay dega 

3. Save contact : hamare mobile par jitne bhi save kiya hua number hai woh 
     no ko Truecaller ne uske server par store karke rakhta hai jise woh kisine 
     search karne se usko naam bata dete hai uske karan se hi aap dekhenge           kuch number search karne se Uncle, Brother, mama ese karke naam aa 
     jate hai.

          Yeh Article bhi padhe – Online par pyar ke naam kaise fraud hota hai 

4. Direct Submit: Truecaller me direct kisi number ko bhi submit kar sakte hai  
    or uska name aap bhi suggest kar sakte hai. jisko bad me koyi banda
    truecaller par search karenge toh aap suggest kiya hua naam aayega.

        Truecaller का New features konsa hai


Dosto Truecaller ka new features hai aab hame Truecaller app se hi Money transfer kar payenge or aapna bank account balance bhi check kar payenge, or yeh subhida UPI ke madad se hota hai. aapko toh pata hi hai UPI ke bare me yeh INDIA me 11 April 2016 me launch hua hai. or ab is UPI ke madad se hi sare Applications me money transfer subhida Include kar raha hai.


Toh dosto aasha karta hu aapko pata chal gaya hoga Truecaller kya hai | True caller New Features, Truecaller kaam kaise karta hai. bare me halaki is post mein or bahut jyda bate de sakta tha par mera hisap se bekar me itna lambi post ka kya jarurt bas hame itna hi janna jo hai Truecaller kya hai or woh is post me hi aap jan gaya honge.  aagar aapko kuch sawal, sujav hai toh aap comment krke puch sakte hai. or is post ko aapne dosto,family ke sath jarur share kare. aapka kimti samay dekar likh ko padhne ke liye mera dil se aapko Dhannyabad

Knowledge finder site ke or post padhne ke liye facebook page, or site ko follow kar lijiye

4 thoughts on “Truecaller kya hai | True caller New Features, Truecaller kaam kaise karta hai ? Purah Jankari Hindi me

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *