sunglasses ko kisne abiahkar kiya aur kab kiya tha konse saal se sunglasses ka abishkar hua tha
1929 ko sunglasses ka abishkar hua tha Sam Foster ne Plastic Manufacturing Company mai banaya tha
Foster ne apne sunglasses ko Foster Grant name de kar Woolworth store mai sale kiya tha aye store Atlantic city ke new Jersey mai hai. Aur Foster ka sunglasses 1937 ko 20 million se bhi jyada sold hua tha U.S mai.
Abhi filhal sunglassess time ke sath sath har ak culture ke sath ak huge part ho gya hai. Ajke time mai the United States mai pure world mai sabse jyada largest sunglasses market hai.
sunglasses ke benefits
Sunglasses ko pehne se appke ankhein ke andar dhul, mitti, aur appke ankhein ko protect karta hai sun se.
Crookes’ lenses ne introduced kiya tha 1900s ko. Sir, William Crookes ak british chemist and physicist the aur unhone 100% ultraviolet-light-blocking sunglasses lens abishkar kiya tha glass containing cerium se. Aur iske bath 29 saal ke bath wearing sunglasses jo regular besis mai pehan sake usko banaya tha.
sunglasses ke kitne prakar hote hain
sunglasses ke jane mane 7 prakar ke sunglasses hai
- Aviator
- Wayfarer
- Round Frame
- Oversized frame
- Flipper shade sunglasses
- Clear lense
- Tiny Sunglasses
At Last
Toh Dosto yeh thaa aaj ke jankari sunglasses ke bare mein asha karta hoon abhi aap sunglasses ke abhiskar aur kisne banaya, kitne prakar sunglasses hai iske fayde jan gaye hai.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.