Prepaid postpaid kya hai ?
Prepaid and postpaid kya hai iske bare me apko shayed pata hi hoga lekin kuch log hai jo abhi bhi confuse hote hai ki Prepaid kya hota hai aur postpaid kya hota, toh is post ko end tak read kijiye apko pata chal jayega.
Jaise ki ap sab log jante hi honge pehle apne Prepaid number par 10, 20 rupees ka recharge kr sakte the lekin ab wesa nehi kr sakte ho, ab apke prepaid number par har mahine recharge krna hi padega. Prepaid plans 2019 ki sabhi company ka jaise ki Airtel, Idea, Vodafone Minimum 35 Rupees ka recharge krna compulsory hai.
Validity ke liye bhi 35 recharge krna hai, agar apka recharge kiya hua 30 days ho gaya hai aur apke number par balance bhi hai firbhi apko 35 rupees ka recharge krna padega, nehi toh apka incoming, outgoing dono stop kr diya jayega, Sidha sidhi bat kare toh apka Prepaid number par har mahine recharge krna hi hai.
MRP
|
Talk Time
|
Validity
|
35
|
26 TT+ 100MB
2.5p/sec
|
28 days
|
65
|
55 TT + 200MB
1p/sec
|
28 days
|
95
|
95 TT + 500MB
30p/min
|
28 days
|
142
|
145 TT+ 1GB
30p/min
|
42 days
|
245
|
245 TT+ 2GB
30p/min
|
84 days
|
Postpaid number par apka recharge nehi karna padta hai isme apko unlimited calling,data istemal kar payenge bas apko har mahina payment krna hoga, yani postpaid bill pay krna hota hai.
Toh dosto asha krta Hu ap jan Gaye honge prepaid plans 2019, aur incoming and outgoing band hone ka karan.
Agar apko post aya toh is post ko jarur share kare, knowledge finder blog ko grow karne ke liye hame support kare Facebook page, www.knowledgefinder.in ko follow krke sath de. Thank you so much
Yeh bhi padhe –