O.T.P kya hota hain|What is OTP in hindi:, OTP kya hai full form, bistar se jane otp ke bare mein!
aaj kal hamara pura duniya hi digital ho gaya hain ,or hamare sabhi cheez ,yani ki jo digital yani ki online secret cheez hota hain un sabhi par bhi dheere dheere khatra aa gaya hain,kyuki digital system se cheez dusre log chori bhi kar sakta hain or hamare important cheez ki bhi miss use ho sakta hain. isliye hamare is digital data ko protect karne ke liye hamare har cheez ke liye ek password set kar jata hain.
ye ek aisa bhi password jise hum sirf ek hi bar use kar sakte hain, Jise hum OTP kehte hain,to aiye is post par hum OTP ke bare main jante hain,OTP kya hain,iska full form kya hai.
OTP ka full form :
OTP ek bahut hi important cheez hota hain, jo hamre bahut se importanat kam me ata hain.OTP ka full form hain One Time Password.
OTP kya hota hain:
- OTP ek ekkalin password hota hain, jo hamare important cheezo ke security main use karte hain. Ye ek aisa password hain jo humko identify karne ke liye use kiya jata hain, kyuki jab hum apne important data online se lena chahte hain ,tab ye hum hi hain ya koyi or usko confirm karne ke liye hamare phone par OTP ata hain,ye OTP phir waha onine screen par jaha OTP ka space hota hain waha enter kar dete hain or hamara online par data open ho jata hain.
- OTP ka link hamare phone number se hota hain jo ki online data entry ke waqt link ho jata hain. jab hum nline par kuch data entry karte haintab waaha pe ek phone number kla option hota hain, jo phone number hum waha pe enter karte hain, us phone number se hi hamara OTP ka link ho jata hain, or jab hum apna dusri bar apna data open karte hain tab waha par hamare phone number manga jata hain or hum apna phone number jo pehle se dala huwa tha entry ke waqt,use enter karte hi apne phone par ek OTP aa jata hain or us OTP ko waha pe enter karte hi hamara data open ho jata hain.
- OTP ka ek or impotant use ye hain ki, jab hum apna password vul jate ,kisi bhi imporatnt cheez ka ,jaise ki email ka ya facebook ka ,tab hum jab apna password change karna chahte hain,tab hamare register mobile number par ek OTP ata hain ,or jab hum wo OTP enter karte hain tab hume identify kiya jata hain or hamare password change kiya jata hain .
- Ek important cheez OTP ke bare me ye hain ki OTP ko hum sirf ek hi bar use kar sakte hain. Jo ki safety ke liye bahut hi assi hota hain.
last word:
Toh dosto yeh tha OTP yani One Time Password ke bare me kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur ummid he ki isse aplogo ko kuch janne ko mila OTP ke bare main.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Yeh bhi padhe–
- Mohammad Rafi Biography in Hindi|मोहम्मद रफ़ी जी के बारे में कुछ बाते!
- WhatsApp के 5 secret Tips| जो आपको WhatsApp प्रो यूजर बना देगा !
I have got great knowledge in this article.
Thanks and keep visit