How to restart laptop, desktop or mobile?
Dosto aaj kal hum apna sabhi kam digital tarike se karte hai, kyuki aaj ka jamana digital ho gaya hai. Isliye aaj kal digital device ka use bhi bahut jyada tarike se hone laga hai.
Hum agar digital device ke bare mein kahu to jo hum mein se jyadatar log use karte hai wo hai Mobile or laptop.
Aaj kaal jyadatar logo ke pass mobile or laptop hai, jisse wo log apna online kam karta hai.
Kuch log in device par gaming karta hai, kuch log film dekhte hai or bahut sara kam karta hai.
Kabhi laptop or mobile hang ho jata hai, kam slowly karta hai, tabhi hume laptop ya mobile restart karne se pehle jaise first ho jata hai.
Kuch log bilkul naye hote hai, jo laptop ya mobile ke bare mein jyada nahi jante hai, unke liye hai ye post.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki mobile or laptop ko restart kaise karte hai iske bare mein.
laptop, Desktop or mobile ko restart kaise kare?
Mobile, desktop ya laptop ko restart karne ke liye alag alag process hota hai. Laptop or desktop ka same hota hai, lekin mobile ka process thoda alag hota hai.
Pehle mobile ke bare mein jante hai
Mobile ko restart karne ke liye hume mobile ke side mein jo mobile on karne ka switch hota hai us par click karna hota hai thoda samai.
Uske bad apke screen do option aa jata hai, ek hota hai poweroff ka or ek hota hai restart ka.
Apko restart par click karna hota hai, uske bad apke mobile restart ho jata hai or mobile fast kam karna shuru kar deta hai.
Laptop or desktop ke restart process same hota hai.
Laptop or desktop ko restart karne ke liye aapko pehle laptop or desktop ke niche side par jo windows ke sign hota hai us par click karna hota hai.
waha click karte hi apke computer ya desktop ke screen par do option dikhai deta hai, ek hota hai shutdown ka or ek hota hai restart ka.
Aapko in do option mein se ek option par click karna hota hai jo hota hai restart ka. Waha par click karte hi aapka laptop ya desktop restart ho jata hai.
last word:
Toh dosto yeh tha call recordings on off ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila call recordings ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Doc Scanner app kya hai? Is app ke kam kya hai?
- Sapna chaudhari biography in Hindi, dancer Sapna ji ke Jivan parichay
- Internet speed check karne ka asan tarika!
Sindhi