Singer Kunal Ganjawala biography in hindi!
Hindi film ke sangeet main ek ke bad ek singer ne apna raj jamaya or apna jalwa dikhaya,generation change hote rahe or koi sare singer ate rahe.
lekin sabhi singer apna jalwa dikha nahi pate ya sirf kuch din ke liye apna jalwa dikha pata tha.
Bharatiya music industry main suro ki kami nahi hai. Sabhi singer apne apne gayaki se diwani banate hai.
Lekin Bharatiya music industry main kuch aise singer hai jinke awaz logo ke dilo main hamesha ke liye raj karte hai.
Ek aisa singer hai jo sabhi ke dil main aaj raaj karta hai, jiski awaz main saraswati raaj karta hai.
Jiski awaz sunte hi dilo main ek alag sa anand aa jata hai, dilo main alag hi sukun mehsus milta hai.
Wo surili singer aur koi nahi, wo hai surili awaz wali sabse sundar gayak hai Kunal Ganjawala.
To dosto aiye is post apr hum jante hai ki Singer Kunal Ganjawala ke jivan parichay ke bare main, unke family, marital status ye sab ke bare main.
Singer Kunal Ganjawala ke janm:
Singer Kunal Ganjawala ka janm 14 April 1972 ko Pune, Maharastra main huwa tha.
Singer Kunal Ganjawala ke bollywood main debut:
Singer K.K ne 1996 main bollywood main “Main Hoon Number Ek Gawaiyya” song se debut kiya tha or film ka naam tha “Sajan Chale Sasural”.
Kunal Ganjawala ne “2005” main “Murder” IIFA ke best male singer ke award jeeta tha “Murder” movie ke song “Bheege Honth Tere” song ke liye.
“Bheege Honth Tere” is gaane ke bad Kunal Ganjawala bahut famous ho gaye the. Uske bad Kunal Ganjawala ne bahut sara gaana gaya tha.
Last word:
Toh dosto yeh tha Siner Kunal Ganjawala ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Singer Kunal Ganjawala ke bare main ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Gayak K.K ke jeevan parichay!
- Gayak Kumar sanu ji ke jibon parichay|Singer Kumar Sanu biography in Hindi
- Udit Narayan ke jeevan parichay!