JJRecharge Kya hai ? Yeh Dukandaro ke liye kesa fayda hai ?, Janiye JJ Recharge ke puri plans aur JJ Recharge se paise kaise kamaye!
Aagar ap dund rhe hai Best Online mobile recharge app, Retailer Apps ya phir aapko jyada commission dene wale recharge app ke jarurat hai to yeh post apke liye hai. is app me jis app/website ke bare me bataunga yeh trusted or best commission deta hai. Dukandaro ke liye best Recharge app hai JJRecharge.com
JJRecharge Kya hai
JJ Recharge ye ek Online Mobile Recharge Service Website hai (All In One Mobile Recharge) Khas kar yeh site Dukandaro ke liye hai isme Retailers ko kafi fayda hai JJRecharge Multi recharge Company hai, Is company ka Android app aur Laptop/pc se bhi Recharge krne ka suvida hai jisse sabhi retailers Mobile Recharge. DTH Recharge kar sakte hai
Agar JJ Recharge Company ke bare me baat kare toh yeh company 2020 ko launch hua hai aur yeh Assam ke Website hai is JJ Recharge site ke owner and Founder Jakir Hussain ji Hai jo hamare is knowledge finder blog ke founder bhi hai. aagar aap Dukandar hai toh apko kafi help hoga is jj recharge app se aur accha khasa paise bhi kama sakte hai commission pakar prati recharge sell karke.
How to Use JJ Recharge Service ? (kaise use kare JJ Recharge ko?
JJ Recharge ke service aap android apps or laptop/pc se bhi use kar payenge yani aap mobile se or laptop se bhi Recharges sales kar payenge. To jjrecharge ki apps install karne ke liye in steps ko follow kare:
- 1. Sabse pehle JJRecharge.com Open kare
- 2. open karne ke bad JJ Recharge ki website me aap sabse last me Android Icon dekhenge uspar click karna hai to apka phone me JJ Recharge apk download ho jayega.
- 3. download ho jane ke bad simple aap use Install kar lijiyega jab aap app install ke bad open karenge to sabse pehle Domain Name mangega usme aapko type krna hai JJRecharge.com fir Submit karna hai.
- 4. fir apko Username and Password ki jarurat hoge or yeh apko JJrecharge ke Admin denge uske liye 6002210353 is number par sampark kare Email: JJRechargeofficial@gmail.com is mail par bhi mail kar skte hai.
JJ Recharge se commission/cashback kaise milta hai ?
JJRecharge me do type ke user hote hai Retailer or ek Distributor dono ke commission alag alag hai. aagar aap Retailer banenge to aap sirf recharge sell kar payenge or commission kama skte hai. yadi aap Distributor bante hai to aap apke niche (under) dusro logoko Retailer bana payenge jab apke under retailers recharges sell karega to apko commission milenge . aaiye aap jante hai jj recharge ke commission milne ka system kya hai ?
Retailer ke liye
Retailers JJ Recharge wallet me paise add krte samay 1000 rupeya ka 1000 hi wallet me milenge Jab aap recharge karenge JJ Recharge se to turant apka commission jjrecharge wallet me credit hoga. Jaise apne 1000 rupee load kiya jj recharge me unme se 200 rs. ka Tata sky recharge kiya to apke wallet me 805 rupees rahenge 5Rs, commission ke or 800 apke. to is hisab se commission milta hai JJ Recharge me.
Distributor ke liye
Distributor ke under jitna bhi retailers hoge sabhi balance transfer distributor ne khud kar skte hai apne Distributor Id me paise load karke. or Distributors ko bhi commssion milenge jab unke retailers recharge sell karnege .
JJ Recharge ke commission ?
- Retailer ko 2.5% all recharge me milenge (1000 rupees me Rs. 25)
- Distributor ke liye 3% all recharge me milenge (Yani per thousand rupees me Rs. 5 milenge)
JJ Recharge Wallet me paise add (Load) kaise kare ?
Ashal me JJ Recharge ek B2B service hai iska matlab business 2 business paise load karne ke liye JJ Recharge ke admin ke bank me paise transfer krna hai or wo apko wallet me paise denge. jab aap JJ Recharge ke users ban jayenge to apps ya website pe login karne ke bad apko Request Fund ka option dekhne ko milega usme Bank Details diya hai UPI, Bank a/c no. PhonePe no. jispe bhi apko ashan lage paise transfer krna hai.
Uske bad money transfer ke bad apko ek Reference number milenge us no. ko Request fund form me enter krna hai or request laga dena hai, request ke bad 5-10 minute me JJ Recharge wallet me apka amount credit hoga.
JJ Recharge Contacts:
Address:
JJ Studio & Electronics, Naorashisakash (Ghatper), Kopati, Pin 784113
Darrang (Assam), Guwahati
Ph. (+91) 6002210353, 7002283592 , Email: JJRechargeofficial@gmail.com
JJ Recharge Bank Details
- Bank: ICICI Bank
- Account Name: JJ Recharge
- Ac no. : 132105002590
- IFSC Code: ICIC0001321
- UPI: 6002210353@okbizaxis
JJ Recharge se judhe koyi bhi sawal ho aap Upar diye gaye contacts se jan skte hai, Whatsapp, Call, Email aur hangouts me bhi support milenge.
Bahut hi badhiya app h bhai.
Thanks and keep visit