About IPL in Hindi!
Bharat ek cricket premi desh hai. bharat mein sabse pasandida khel hai cricket, jo bharat ke logo ke dilo mein raj karta hai.
Bharat mein kisi bhi cricket tournament ek tyohar ki tarah hota hai. bharat ke lag bhag sabhi log cricket dekhte hai. Bharat main Cricket ki itne popularity ko nazar rakhte huye Bharat main Cricket ka ek bahut bada tournament pata gaya hai.
Jo tournament bharat ke sabhi logo ke dilo ke karib hai, is tournament ka naam hai IPL, jis tournament ko hum bharat ka tyohar bhi keh sakte hai or is tournament ke waqt bharat main jashn manaya jata hai.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki IPL kya hai? IPL ki shuruwat kab hui thi? IPL ka full form kya hai ye sab ke bare main.
IPL kya hai?
IPL ek Cricket tournament hai jo BCCI(Board of Control for Cricket in India) ke dwara ICC(International Cricket Council) nigrani main bharat main anusthit kiya jata hai.
IPL ka full form:
IPL ka full form hai Indian Premier League.
IPL ki shuruwat kab huyi thi?
IPL ki shuruwat 2008 main Bharat main huwa tha.
IPL main kul kitne team hote hai?
IPL main to abhi 8 team khelte hai lekin kuch season pehle 10 team bhi khelte the.
IPL ke aaj tak ke winners team?
IPL ke winners team ke naam niche diye gaya hai:-
2008 main IPL ka khitab jita tha Rajashthan Royals ne.
2009 main IPL ka khitab jita tha Deccan Chargers ne.
2010 main IPL ka khitab jita tha Chennai Super Kings ne.
2011 main IPL ka khitab jita tha Chennai Super Kings ne.
2012 main IPL ka khitab jita tha Kolkata Knight Riders ne.
2013 main IPL ka khitab jita tha Mumbai Indians ne.
2014 main IPL ka khitab jita tha Kolkata Knight Riders ne.
2015 main IPL ka khitab jita tha Mumbai Indians ne.
2016 main IPL ka khitab jita tha Sunrises Hydrabad ne.
2017 main IPL ka khitab jita tha Mumbai Indians ne.
2018 main IPL ka khitab jita tha Mumbai Indians ne.
2020 main IPL ka Mumbai Indians ne.
Last Word:
Toh dosto yeh tha IPL ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila IPL ke bare main ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Surya Kumar Yadav ke jeevan parichay!
- Jasprit Bumrah ke jeevan parichay!
- Rishabh Pant ke jeevan parichay!