Internet speed check karne ka asan tarika!

How to check internet speed? How to show Internet speed in Mobile display?

Aaj sara duniya internet ke upar hi nirvar hai, internet ke bina hum koyi bhi kam nahi kar sakte hai.

Internet ne hume aaj bahut aage le gaya hai. Internet ke wajah se hi hum aaj ke sara online kam kar pate hai.

Hum internet jyadatar apne mobile pe hi karte hai aaj kaal, hum apne mobile par din bhar youtube dekhte hai, social media pe rehte hai.

Mobile pe hum jab internet use karte hai tab mobile pe hum internet ki speed check kar sakte hai.

To dosto aiye is post par hum jante hai ki internet ke speed kaise check karte hai, iske tarika kya hai? ye sab ke bare mein.

Internet Speed ko mobile ke display per kaise show kare?

Internet speed check karne ka asan tarika!

Aaj ke mobile ke jamane mein hum jyadatar internet mobile pe hi use karte hai, bahut sare mobile par internet speed pehle se hi set hota hai yani ki jo display par show hota hai.

Lekin kuch mobile pe ye internet speed pehle se display par show nahi karte hai, jo ki hum apne apne smartphone pe set kar sakte hai.

To aiye niche internet speed check karne ka system ke bare mein jante hai.

Internet speed check karne ke liye pehle humko settings pe jana padega, settings pe jane ke bad aapko settings ko open karna padega.

Settings open karne ke bad aapko kuch option dikhai dega jaha se aapko ek option par click karna hota hai or wo hai wireless or networks ka.

Waha click karne ke bad aapke samne kuch option aa jayega, waha se aapko ek option par click karna hota hai, jo hota hai mobile data ka.

Waha click karne ke bad aapko ek or settings dikhai dega jo ki hai settings ka settings. Apko phir us option par click karna hota hai.

waha click karne ke bad apko phir kuch option dikhai dega, Waha apko ek option dikhai dega jaha likha hota hai Display network speed.

Aapko us option ke side ek option dikhai deta hai jo apko off huwa dikhai dega, apko phir us option ko on kar dena hota hai or aap ke mobile screen par internet speed show hona shuru hota hai.

Aap link use karke bhi internet ke speed check kar sakte hai, Niche kuch link diya gaya hai:


Fast.com: Internet Speed Test

speed.io

ye sab link, iske alaba bhi koyi sare link hai jiske help se aap inernet speed check kar sakte hai.

Last word:

Toh dosto yeh tha internet speed check karne ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila internet speed check ke bare mein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Ye bhi padhe:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *