Hardik Pandya ke jeevan parichay!

Hardik Pandya biography in HIndi!

Bharat ek cricket premi desh hai. bharat mein sabse pasandida khel hai cricket, jo bharat ke logo ke dilo mein raj karta hai.

Bharat mein kisi bhi cricket tournament ek tyohar ki tarah hota hai. bharat ke lag bhag sabhi log cricket dekhte hai.

Bharat mein cricket itna popular hone ka karan hai, Bharat ke mahan khiladiyon ka khel.

Bharat ne bahut bade bade cricketaro ko janm diya hai, jiske badulat bharat aaj duniya mein cricket mein ek number hai.

Bharat un mahan khiladiyo ke bare mein hume janne chahiye. Bharat ke un mahan khiladiyon ke bich ek khiladi hai Hardik Pandiya.

To dosto aiye is post par hum jante hai ki Hardik Pandiya ka janam kaha hua, Unka cricket carrier ki shuruwat kaise huye ye sab ke bare mein.

Hardik Pandya ka janm:

Hardik Pandya ka janm 11 October 1993 ko Gujarat ke Surat main huwa tha.

Hardik Pandya ka pura naam:

Hardik Pandya ko to aise hum Hardik Pandya ke naam se hi jante hai, lekin Hardik Pandya ka pura naam hai Hardik Himanshu Pandya.

Hardik Pandya ka international carrer:

Hardik Pandya ke international cricket carrier ka shuruwat huyi thi 26 January 2016 main Australia ke khilaf.

Hardik Pandya ne ODI debut kiya tha 16 October 2016 main New Zealand ke khilaf. IPL debut kiya tha 2015 main.

Hardik Pandya ne T20 match main debut kiya tha Australia ke khilaf 2016 main.

Hardik Pandya ne Test match main debut kiya tha SriLanka ke khilaf 26 July 2017 main.

Hardik Pandya Images [HD]: Latest Photos, Pictures, Stills of Hardik Pandya  - myKhel.com

Last Word:

Toh dosto yeh tha Hardik Pandya ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Hardik Pandya ke bare main ke bare mein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Ye bhi padhe:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *