Bharat ek cricket premi desh hai. bharat mein sabse pasandida khel hai cricket, jo bharat ke logo ke dilo mein raj karta hai.
Bharat mein kisi bhi cricket tournament ek tyohar ki tarah hota hai. bharat ke lag bhag sabhi log cricket dekhte hai.
Bharat mein cricket itna popular hone ka karan hai, Bharat ke mahan khiladiyo ke khel.
Bharat ne bahut bade bade cricketaro ko janm diya hai, jiske badulat bharat aaj duniya mein cricket mein ek number hai.
Bharat un mahan khiladiyo ke bare mein hume janne chahiye. Bharat ke un mahan khiladiyo ke bich ek khiladi hai Dinesh Kartik .
To dosto aiye is post par hum jante hai ki Dinesh Kartik ka janam kaha hua, Unka cricket carrier ki shuruwat kaise huye ye sab ke bare mein.
Dinesh Kartik ke janam:
Dinesh Kartik ke janam 1June 1985 ko Tamilnadu ke Madras(Chennai) main huwa tha.
Dinesh Kartik ka pura naam:
Dinesh Kartik ko hum generally Dinesh Kartik ke naam se hi jante hai, lekin unka pura naam hai Dinesh Kumar Kartik.
Dinesh Kartik ke nick name:
Dinesh Kartik ko aise to hum bahut sare nick nick name se jante hai, lekin sabse jyada jo famous hai wo hai “DK”. Dinesh Kartik or nick name hai Dino.
Dinesh Kartik ke carrer:
Dinesh Kartik Indian cricket team ek right handed wicket keeper batsman hai.
Dinesh Kartik ke international carrier ki shuruwat 5 Septamber 2004 main huwa tha England ke khilaf jo ek ODI match the.
Dinesh Kartik ne test debut kiya tha 3 November 2004 main England ke khilaf.
Dinesh Kartik ne T20I debut kiya tha1 November 2006 main South Africa ke khilaf . Dinesh Kartik ne IPL debut kiya tha 2008 main Delhi Daredevils ki or se.
Dinesh Kartik ke highest scores:
Dinesh Kartik ke ODI main highest score hai 79 run, Test cricket main highest score hai 139 run or Dinesh Kartik ke T20I main high score hai 48 run.
Dinesh Kartik ke total run hai ODI main 1752, test cricket main 1025 or T20I main 399.
Last word:
Toh dosto yeh tha Dinesh Kartik ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Dinesh Kartik ke bare main ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Virender Sehwag ke jivan parichay!
- Zaheer Khan ke jeevan parichay!
- Sachin Tendulkar ke jeevan parichay!