Bortoman ke duniya unnoti ke bulondiyo ko shu raha hai, log charo or apne apne kam mein busy rehte hai, sabhi log apne aap ko develpot karne mein busy hai, jiske karan aaj ke duniya bahut hi develpot ho gaya hai.
Aaj sarko pe hamare yatayat ke subidha karne ke liye bahut sare bahan chalte hai, jiske karan hamare batabaran kafi pradushit(polluted) ho gaya hai, or pradushan ke karan hamare charo or bimari badh gaya hai.
Pollution ke karan hamare ek bahut bada problem huwa hai jo hai global warming ke problem. Jo ki ek bahut khatarnak problem hai.
Or jyadatar pollution aaj kaal jan bahan ke karan hi hote hai, isliye bharat sarkar ne is jaan bahan ke pollution ko kam karne ke liye ek system ka lagu kiya hai, jis system ka naam hai BS6 model.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki BS6 model kya hai, BS6 model ke suvidha, BS6 model ke full form kya hai, BS6 kab lagu huwa ye sab ke bare mein.
BS6 ke full form:
BS6 ke full form hai Bharat Stage VI.
BS6 model kya hai?
BS6 model ek bahut hi important or bahut ascha model hai. Jo hamare paryavaran ke liye ek bahut hi accha sabit hota hai. BS6 model ke uddeshya ye hai ki vartaman mein badhte hue pradushan ko rokna.
Bortoman samai mein sarko pe jan bahan badh gaya hai jiske karan in sabhi bahno ke dhua se hamare paribesh kafi dusit hota hai. Isliye in sabhi jan bahan se hone wale pradushan ko rokne ke liye BS6 model ko lagu kiya gaya hai.
BS6 model ke suvidha kya hai:
BS6 model se hume bahut faida huwa hai. Aaj kaal lag bhag har gaddi mein BS6 model hota hai. BS6 model aab naye sabhi bahan mein hote hai. BS6 model ke alaba aaj ke gaddi manufacturing hi nahi hote hai.
BS6 model bahan ke dhuan se honewale pollution ko kam karta hai. Aaj kaal pollution ke matra bahut badh gaya hai, jisse hamare paryavaran ko bahut nuksaan hota hai. Isliye BS6 model paryavaran ko kom karta hai.
BS6 model kab lagu huwa hai?
BS6 model 1 april 2020 mein lagu huwa hai.
Last word:
Toh dosto yeh tha BS6 model ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila BS6 model ke istemal ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- ABS model kya hota hai? Iske freatures kya hai!
- एंड्रायड स्मार्टफोन में पेन ड्राइव का उपयोग कैसे करे ?
- CTET ke taiyari kaise kare?|About CTET in Hindi!