Bollywood actress Rekha biography in hindi!
Indian film industry main bahut bade bade sitare ate rahe, sabhi sitare apne apne samai mein bahut hi famous the.
Sabka apna apna ek time hota hain, jis period mein wo bahut famous hota hain.
Indian film industry ke arambha hone se hi bahut sare sitare aye,or apna jalwa dikhaya hain.
Lekin jaman badalta gaya or jamane ke hisab se bade bade sitare ate rahe.
To pehle ke jaisa aaj ke jamane mein bhi bahut bade bade star hain,jinme se ek aise star jo sab ke dil main raj karta hain.
Nayi pidi ke bich kafi famous hain wo,or wo big star hain or koyi nahi, wo star hai Shraddha Kapoor, jiske naam se hi pehchan hain.
To dosto aiye is post par hum jante hai Rekha ji ke bare mein, unka janm, unka pehla film, unke family ye sab ke bare main.
Rekha ji ke janm:
Rekha ji ka janm 10 October 1954 ko Madras ke Madras state main ek filmy paribar hua tha.
Rekha ji ke family:
Rekha ji ke pita ka naam hai Gemini Ganesan. Rekha ji ke mata ka naam hai Pushpavalli, Rekha ji ke mata pita dono hi South Indian film industry ke actor or actress hai.
Rekha ji ke marital status:
Rekha ji married hai, Rekha ji ne 1990 main shaadi kiya tha Mukesh Agarwal se. Lekin kismat ne un dono jyada din saath rehne nahi diya or 1990 ko hi Rekha ji ke husband Mukesh Agarwal ke mrityu ho gaya tha.
Rekha ji ke carrier:
Rekha ji ek indian film actress hai. Jinhone bollywood main apne kaam or acting se bahut naam kamaya hai.
Rekha ji debut film:
Rekha ji ne telegu film se apna filmy carrer ki shuruwat ki thi, Rekha ji ne san 1958 main “Inti Guttu” namak film se apne acting carrer ki shuruwat ki thi.
Rekha ji ne bollywood yani hindi film main debut kiya tha san 1970 main “Sawan Bhadon”. Iske bad Rekha ji ne bahut sare filme ki thi.
Rekha ji ke kuch filmo ke bich kuch film hai “Khoobsurat”(1980), “baseraa”(1981), “Ek hi bhool”(1981), “Jeevan Dhaara”(1982), “Agar tum na Hote”(1983),.
Rekha ji ne 2000’s main film kiya tha, jisme se “Koi Mil Gaya”(2003), “Krrish”(2006),.
Rekha ji ko “Khoobsurat”(1980) film ke liye “Filmfare award”” mila tha best actress ke liye jo ek comedy film tha. Rekha ji ko 2010 main “Padma Shree” award mila tha.
Last word:
Toh dosto yeh tha Rekha ji ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Rekha ji ke bare main ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe –
- Shraddha kapoor ki jeevan parichay!
- Top 10 Highest Paid Bollywood Actress|बॉलीवुड की एक्ट्रेस जो सबसे अधिक कमाती है!
- Hrithik Roshan ke jeevan parichay!