Hamara desh bharat duniya ke andar sabse bada ganatantrik desh hai. Ganatantrik desh hone ke nate is desh main sabhi logo saman adhikar or samman milta hai.
Bharat main jo bharat ke mahan byakti hote hai, ya desh ke liye kuch asche kaam karta hai un logo ko bharat sarkar sammanit karte hai.
Desh ke liye asche kaam kaha jaye to desh ke naam roushan karna, desh ko mazboot banane ke liye kaam karna, desh ke hit ke liye kaam karna ye sab.
Lekin desh ke liye aise kaam desh ke military log bhi karte hai or jo civilian hote hai wo bhi karte hai.
Lekin aise kaam ke liye civilian or military dono ko sammanit kiya jata hai, lekin tarika alag alag hote hai dono ke liye.
Jo civilian ko sammanit kiya jata hai unka purashkar ka naam alag hota hai or jo military hota hai unka purashkar ka naam alag hota hai.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki Bharat ke sarbocho civilian award kya kya hai, ye sab award ka shruwat kab hui thi ye sab ke bare main.
Bharat ke asamarik puroshkar ke jo sabse bada puroshkar hota hai wo hota hai-
Bharat Ratna:
“Bharat Ratna” Bharat ke asamarik puroshkar ke sarbocho hai.
Dusra jo hota hai Bharat ke Asamarik puroskar wo hota hai-
Padma Puroshkar:
Padma Puroshkar Bharat ke asamarik puroshkar ke dusre shreeni main ata hai.
Padma Puroshkar ke bhi tin bhag hote hai-
1.Padma Vibhushan:
Padma Vibhushan Bharat ke dusre sabse sarbocho civilian award hai.
2.Padma Bhushan:
Padma Bhushan Bharat ke tisre sabse sarbocho civilian award hai.
3.Padma Shri:
Padma Shri Bharat ke chauthe sabse sarbocho civilian award hai.
Last word:
Toh dosto yeh tha Bharat ke sarbocho asamarik puraskaro ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Bharat ke sarbocho asamarik puraskaro ke bare main ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Green Tea kaise banaye? Green tea ke pure faide?
- Bhartiya sena kaise bane?
- आधार कार्ड से लोन लेने वाले 5 एंड्राइड ऐप्प्स