aeps jiska full form Aadhaar Enabled Payment System (AEPS) jiska Hindi me anubhat karne se आधार सक्षम भुगतान प्रणाली hota hai.
Online jmana bahut tezi se grow kar rhe hai hamare india me onine transaction yeh sab bahut din bad aaye hai lekin abhi bhi bahut kam logotak yeh sabhi jankari mile hai ki bank se kisi ko paise dena or cashless transaction karna yeh sab bate ko dhyan rakhne huye bharat sarkar bhi isi chij me kafi jyda yogdan de rahe hai. jaise kuch din pehle UPI launch kiya or uske bad aeps yeh bhartiya janta ke liye kafi useful chije hai.. is post me Aeps ke puri jankari bataya gya hai.
AEPS kya hai ? what is AEPS in Hindi
Aeps ka mukhya kam hai cashless karna yani ki aagar aap koyi dukan jate hai koyi saman lene ke bad payment aap cash krne ke jagah apne bank khata se paise de deta hai.. isi chij ko aashan banane ke liye aeps ke model aaye hai isse aap cash withdrawal bhi kar skte hai yani ki ek micro atm kaha jata hai. apes full form:? Aadhaar Enabled Payment System (AEPS) – Cashless India
AEPS Aadhaar Enabled Payment System (AEPS) – Cashless kam kaise karta hai ?
Yeh istemal karne ke liye POS machine chahiye hta hai jo ki jis dukan me AEPS ka subhida enabled hai unke paas machine hte hai or sabse pehle apke 12 digit ke aadhar number enter karna hai fir aapke kounsa bank select krna or aapke fingerprint se authentic krna hai uske baad aap Balance Inquiry, mini statement, cash withdrawal yeh sare services use kar payenge.
AEPS koun koun use kar skte hai ?
yeh subhida istemal karne ke liye aadhar card hona jaruri hai or ban account ke sath aadhar linked hna bhi mandatory hai.. is aeps ke suvidha all indian pure india me kisi bhi rajya me istemal kar sakte hai.
At Last:
Toh dosto yeh tha Aeps ke bare me kuch batein, umeed hai abhi aap ko pata chal gya AEPS kya hai yeh kam kaise karta hai.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
yeh bhi padhe-
- Computer या laptop में screenshot कैसे लेते है!
- Windows 10 auto update ke fayde aur nuksan ? | Windows 10 ke Auto update kaise band kare
- Laptop par Facebook kaise chalaye | PC mein Facebook istemal kare best way