namaskar dosto, yadi ap soch rahe hai recharge sell krna hai or paise kamana hai toh aaj ke is post apke liye hai isme aap janenge recharge sell karke paise kaise kamate hai or kaha se kare kitna tak kama sakte hai puri plan.
Recharge sell business kya hai ?
jaise aap dukandaro se recharge krwate hai or Jo recharge sell krte hai use retailer kaha jata hai agent bhi kah sakte ho. Kisi bhi dukandar recharge sell karne ke liye company ke retailer banna hote hai or usko username and password milti hai jo Android app ya fir web site me login karke Recharges kar pate hai.
Recharge sell karke kitna kama sakte hai ?
Yeh pura nirvar krta hai aapke upar ki kitna kama sakte hai rechrge sell karke toh main profit ki bat kare toh recharge sell mein commission system hota hai jaise 3% yani agar aap 1000 ka recharge bechoge toh 30 rupees income hoga toh aab apka target hai per day kitna sell paoge. Eg yadi aap 5000 ka ek din me sell krte ho toh apko 150 rupees per day nil jayega yani 1 mahina me 4500 rupees income.
Recharge sell karne ke liye I’d kaha se le ?
JaiSe apko upar bataya recharge sell karne ke liye kisi bhi company ke retailer banna padta hai toh iske liye best option hai aap jjrecharge.com ke retailer I’d le sakte hai isme apko 3% se jyda commission mil jayega.
jjrecharge ke I’d kaise milega
yadi aap jjrecharge ke retailer banna chahte hai toh aap sabse pahle play store me jaaiye jjrecharge search kare toh jjrecharge retailer app ko download krlena hai fir username and password ke liye jjrecharge ke team se sampark kare play store me ya website me apko contact number mil jeyaga.
at least
toh dosto yeh tha recharge sell business ke bare mein asha karta hoon abhi aap jan gaye recharge sell karke kitna kama sakte hai or jjrecharge ke retailer kaise bane.
also read..