Hi, NRC assam mein jo ki iska registration chal rha hai. Assam ke bahr ke logone nrc ke bare me suna hoga jarur magar bahut logoko yeh nahi pata akhir yeh nrc kya hai aur sirf assam mein nrc kyu hai.
Toh dosto aj humne is post mein bataya NRC kya hai?, NRC ke bare me kuch bate aur humne bataya ki NRC sirf assam rajya mein kyu hai!
What is nrc in Hindi |
Nrc kya hai?
NRC ka full form hai National Register of citizens jisko hindi me Nagrik ka Rashtrey Register. Kaha jata hai, Nrc assam rajya par sabhi logoke liye register krwana laghu kar diya hai. Nrc 1951 San se shuru hua tha magar itna salo iska naam aur kaam band tha nrc ko firse 2015 mein iska kaam karna shuru kiya.
Nrc ka mtlab hai assam rajya mein bangaleshi log aaya hai isilie nrc register krna hai taki Bangladeshi log bharat me Reh na paye. Yeh nrc 1951 ke bad 1971 se pehle jo log bangalesh se aya hai unke pass documents hai toh 2015 ka nrc par register kar payenge. Aur 1971 se pehle ka documents jiska pass tha woh yeh nrc register kar paya hai.
NRC sirf assam mein hi kyu?
NRC sirf assam Mein isiliye hai kyuki assam aur Bangladesh ek sath hai isliye sarkar ka dawa hai Bangladesh se galat tarika se assam mein log aya hai. Aur 1971 mein bangalesh se Pakistan Azad hua tha isiliye bhi assam par nrc diya hai kyuki Bangladesh se 1971 ke bad assam me aadmi ane ka changes tha.
NRC se judhe kuch bate
2013 mein nrc ko lekar assam ke kayi sangghatn ne Supreme Court mein darz dakhil kiy thi.
2015 mein nrc ka kaam shuru karne ke liye Supreme Court ne puri tarika se nirdesh di thi.
NRC ka kam karte dawran 2 bar draft nikal chuka hai aur 2018 mein final draft nikala tha.
NRC ka kaam abitak samapt nahi hua hai nrc ka hearing abhi bhi chal rha hai. Aur yeh kabtak khatam hoga iska final date nahi nikala hai.
NRC 2018 mein Google par India ka search kiye gaye top searches mein se nrc assam top no. Par aa gaya tha.
Toh friends is post ko share kare taki dusro ko bhi pata chale nrc ke bare me aur assam mein nrc kyu horha hai iske bare me.

Wow
Thanks