Salman Khan biography in Hindi!
Indian film industry main bahut bade bade sitare ate rahe, sabhi sitare apne apne samai mein bahut hi famous the.
Sabka apna apna ek time hota hain, jis period mein wo bahut famous hota hain.
Indian film industry ke arambha hone se hi bahut sare sitare aye,or apna jalwa dikhaya hain.
Lekin jaman badalta gaya or jamane ke hisab se bade bade sitare ate rahe.
To pehle ke jaisa aaj ke jamane mein bhi bahut bade bade star hain,jinme se ek aise star jo sab ke dil main raj karta hain.
Nayi pidi ke bich kafi famous hain wo,or wo big star hain or koyi nahi, wo star hai Salman Khan, jiske naam se hi pehchan hain.
To dosto aiye is post par hum jante hai Salman Khan ji ke bare mein, unka janm, unka pehla film, unke family ye sab ke bare main.
Salman Khan ji ke jeevan parichay!
Salman khan ke janm:
Salman khan ke janam 27 december 1965 ko Madhya Pradesh ke Indore main huwa tha.
Salman Khan ke Family:
Salman Khan ke mata ka naam hai Salim Khan, jo ek film writer hai, Salman Khan ke mata ka naam hai Sushila Charak.
Salman khan ke doo bhai or do behen hai. Unke ek chote bhai ka naam hai Arbaaz Khan, jo ke film actor hai, unke dusre chote bhai ka naam hai Sohail Khan.
Salman Khan ke ek behen ka naam hai Arpita Khan, or unke dusre behen ka naam hai alvira Khan, jo ek film producer or fashion designer hai.
Salman khan ke marital status:
Salman Khan abhi bhi unmaried hai, unhone abhi tak shaadi nahi kiya hai.
Salman khan ke carrier:
Salman Khan ek indian film actor hai. Jinko bollywood main sabhi bhaijan ke naam se jante hai.
salman khan debut film:
Salman khan ne 1988 main “Biwi Ho To Aisi” namak film se apne debut kiya tha film industry main, lekin wo is film main supporting role main the.
Uske bad unko pehla breakthrough mila as a leading role “Maine Pyar kiya” movie main 1989 main. Jo ek bahut hi superhitt movie raha tha us time.
Salman khan ke production:
Salman Khan ke ek production house hai jiska naam hai Salman Khan Being Human Productions(SKBH).
Salman Khan Sony TV ke famous comedy show the “Kapil Sharma show” ke producer hai.
Salman Khan ke Awards:
Salman Khan ko:-
Filmfare Award for Best Male Debut,1990 · Maine Pyar Kiya
Filmfare Award for Best Supporting Actor,1999 · Kuch Kuch Hota hai.
Ye sab award ke alaba Salman Khan ne or bhi koyi sare award jeete hai.
Salman Khan ka ek organisation bhi hai jiska naam hai “Being Human”, ye organisation gareb logo ki sahai ke liye banaya gaya hai.
Salman Khan apne income ke adha se jyada hissa is organisation par donate karta hai.
Salman Khan ke reality show:
Salman Khan colors TV ke famous show “Big Boss” ke host hai. Salman iske pehle ek TV show “Dus Ka Dum” ke host the.
Last Word:
Toh dosto yeh tha Salman khan ke jiboni ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Salman Khan ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Sunil Grover biography in Hindi!
- Kapil Sharma ke jibon parichay!
- Sapna chaudhary biography in Hindi, dancer Sapna ji ke Jivan parichay