ITR ka full form kya hota hain? ITR kab badhana hain?, itr badhne se kya fayda hoti hai.
kisi ek desh chalne ke liye desh ke lag bhag sabhi logo ka contribution hota hain, contribution yani jo log income karte hain,wo sabhi log ko chalane ke liye desh ki arthobebosta ko develope karne ke liye desh ke sarkar ko tax dete hain, jo sarkar ki rajbharal me jama hote hain.
lekin sabhi logo ka tex same nahi hota hain,ye tax depend karta hain logo ke income ke upar.jin logo ka income jyada hota hain unka tax jyada hota hain. jaise jo celebraty log hain unka income jyada hota hain,iska unka tax bhi jyada hote hain. jo middle class hote hain yani jinka kam hain unka tax bhi kam hota hain.
To aiye is post par hum ITR ke bare mein baat karte hain.
ITR ka full form:
Income tax ka full form hain Income tax return. matlab hum jitna kamate hain,usme jo tax lagta he us tax ko sarkar ko dena.
ITR kya hain:
ITR ka matlab hain hamare jo bhi tax hota hain yani ki income tax us sabhi tex ko sarkar ke khate mein jama karana. jin logo ka net income 5 lakh se kam hain unlogo ko ITR bharne ki jaruat nahi hota hain, matlab ye lg agar ITR na bhare tab bhi koyi problem nahi hota hain. lekin jin logo net income 5 lakh se jayada hota hian un logo ko ITR bharna padta hain.
lekin kuch din pehle ye limit 2.5 lakh tha,jin logo ka income 2.5 lakh se jyada hota tha un logo ko ITR dena parta tha.
ITR ek form hota hain jis form se hum apne tax bharte hain.
ITR ek form hota hain,jisse hum income tex bharte hein, or jiska dekh rekh khud aikor data karta hain.
ITR kab bhadna parta hain:
ITR har saal bharna parta hain, saal ke lag bhag june july ke bich bharna padta hain.
ITR bharne ke faida:
ITR bharne ke bahut faide hote hain, jinka income 5 lakh se kam hote hain unka jyada problem nahi hota, lekin jinka income 5 lakh se jyada hota hain,agar wo log thik se tax ya ITR na bhare to unka bahut prblm ho sakte hain,agar thik se bhar diya to unka ek plus point rehta hain,jaise man lo agar aap ITR thik se bhar diye or apko kisi bhi loan ki jarurat ho to apko loan asani se mil jate hain. lekin agar aap ITR thik se nahi bhara to aap ko kisi bhi parakar ka loan nahi milega.
Isliye jo log ITR bharne ke list mein ate hain ate hain unlogo ko ITR sahi tarike se bhar dena assa hota hain,kyuki aap ko malum nahi ki kab aap ko paise ki jarurat pare or bank se loan lene pare.
“Hume sahi samay mein sahi tarike se tax yani ITR bharna chahiye, ye tax sarkar ki haaq hota hain, tax na chukana ek gunah,jisse apko kanun saja bhi de sakte hain,tax bharne par hamare desh ki develop hoti hain,isliye hume desh ki unnoti ke liye or desh ke seba ke liye tax bharna chahiye.“
Last word:
Toh dosto yeh tha ITR yani Income Tax Return ke bare me kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur ummid he ki isse aplogo ko kuch janne ko mila ITR ke bare main.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Yeh bhi padhe–
- Mohammad Rafi Biography in Hindi|मोहम्मद रफ़ी जी के बारे में कुछ बाते!
- WhatsApp के 5 secret Tips| जो आपको WhatsApp प्रो यूजर बना देगा !
- Bank se Loan kaise le?|बैंक लोन के बारे में पूरी जानकारी!