Share it ke hubohu 5 best app|Top 5 alternative app of Share it

Bharat sarkar ne china k saath apne ladai k challte kuch chinese app bharat par band kar diya tha.Lekin bharat sarkar ne us app o ke jagaah par kuch or app istemaal karne k liye diya hain,jo ki chinese nhi,balki indian hain.To chaliye niche in top five bhartiyo appo k bare main jante hai Shareit ke hubohu 5 best app|Top 5 alternative apps of Shareit

1.Jio Switch:

Ye ek bhartiyo app hain. Is app ko reliance jio ne lauch kiya tha.Is app se hum data transfer or file transfer dono hi kar sakte hain.ye app kafi fast hain.ye share it k jaisa hi facility deta hain.Ye ek android app hain,ye app 5.8 mb hain.isko app ko aap playstore se download kar sakte hain.iska playstore rating hain 4.5 star.

2.Zapya:

Ye bhi ek assi alternate app hain share it ke.ye ek android app hain.isko hum play store se apne mobile par download kar sakte hain.ye app file transfer or data transfer dono ke liye use kar sakte hain.Ye 4.5 mb hain playstore par.ise 50million logo ne download kiya hain.iska playstore rating hain 4.5 star.

3.Indian shareit:

Ye ek bhartiyo app hain.Is app ko indian govt ne share it k alternate use karne k liye launch kiya tha.ye ek android app hain,is app ko hum apne mobile pr bhi play store se download kar sakte hain.ye app 7.7mb hain.Iska playstore rating hain 3.5 star.

4.Share all:

Ye app share it k bahut assa altrenate hain.is app se data or file dono hi transfer kiya ja sakta hain .Ye ek android app hain. is app ko hum playstore se apne mobile pr download kar sakte hain.Ye app 6.5MB ka hain.iska playstore rating hain 3.4 star.is app ko 5M logo ne download kiya hain.

5.Share Karo India:

Ye app kafi assa alternate hain shareit ka.ye fast kam karta hain .is app se hum data or file dono hi transfer jar saktr hain.ye ek Indain app hain.Ye ek android app hain,is app ko hum apne mobilie par downloda kar sakte hain. ye app playstore se download karsakte hain.ye app 10mb hain.iska playstore rating hain 4.2 star.is app ko 5million logo ne download kiya hain.

At last:

Toh dosto yeh tha Top 5 alternative apps of Share it asha karta hu abhi aap jan chuke hai Share it ke hubohu 5 best apps woh bhi indian apps ke bare mein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Also read..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *