Whatsapp ke “Delete for everyone’ features ka update |
Namaskar Dosto, aapko swagat krta hu Knowledgefinder.in site par aaj ke is post mein aapko bataiyenge whatsapp ke Popular Features “Delete for everyone’ update ke bare me
WhatsApp ka sabse Popular features ‘Delete for everyone’ mein ek naya update aaya hai. is features me sender bheje gaye massage ko 1 Ghante, 8 Minute 16 Second ke under delete kar sakte hai. Jiske bad sender aur Receiver dono ke phone se Message Delete ho jate hai. naya update mein Whatsapp ne Recipient limit mein badlao kiya hai.
Recipient limit ko update karne ka matlab hai ki aagar aap kisi ko bheja gaya message delete krta hai. lekin user ko aapke wapas liye gaye message ko Request 13 Ghante 8 minute 16 second tak nehi milte hai, toh ye message Delete nahi hoga. udhaharan ke ter par ho sakta hai ki aapne jis user se message delete kiya hai. uska phone band ho toh yese mein user ko pass se message delete nehi hoga.
WABetaInfo ke twit ke mutabik company ne ye kadam un users ko dyan mein rakh kr uthaiya hai. jo revoke message ka galat faida uthakar hafte, mahine salo pehele bheja gaya message ko delete krte hai.
halaki aagar user 13 ghante, 8 minute 16 second me aapka message receive kr leta hai, toh abhi bhi 1 ghante, 8 minute 16 second pehele bheja gaye messsage ko delete kiya ja sakta hai.
aagar aapko yeh post accha laga comment kijiye, or aapne dosto ke sath share kare taki unhe pata chale “Delete for everyone” features ke bare me,
hamare site ke post aapne email par pane ke kiye aapka email se hame follow kare, Dhannyabad