Play Store par auto update kaise off kare

Hello Friends, kya aap bhi pareshan hai apna Smartphone se lekar ki apka data automatic khatam hote jarha hai, apne phone mein automatic application update ho rhe hai, agar haan toh is post par banai rahiye,

Namaskar Dosto, apka swagat hai Knowledge finder blog par aaj hum apko is post mein batayenge ki kaise aap apne Phone se automatic data khtm hone se bache yani apka phone me jo auto apps update hote hai use band kaise kare, aj ke topic yehi hai Play store par auto update band kaise kare!

Play store ?

Play store jaha se hamare mobile par android application download karte hai, lekin kayi bar hamare phone mein bina jarurat ke app bhi update hone lagta hai toh ise band karne ke liye apko niche step by step bataya hai.

Step : 1 Sabse pehle aap apne phone mein Play store app open kijiye, uske bad left side mein three corner option dikhega uspar click kijiye.

Step : 2 three corner par click karne ke bad settings par click krna hai

Step : 3-4 setting me jane ke bad General ke niche Notifications mein jakr Updates, Auto updates yeh sabhi settings off kar dijiye isse hoga yeh apka phone me update karne ke liye notify nahi ayega.

Step : 5 firse apko back mein jana hai or General ke niche Auto-update apps option dikhega uspar click krna hai. karne ke bad Don’t auto-update apps mein select karke done kardena hai.

Last word:

Toh Aaj humne bata diya kaise aap apne Data khtm hone se bache, jo Play store par auto update hote hai use band kaise kare, Asha karta hu abhi aap jan gaye Play store ke auto update band kaise kare!

Hello Dost, Post kesa laga aur apko koi sawal hai Toh comment par jarur likhe, Ho sake toh is post ko Apne Dasto ke sath, social media par bhi share jarur kare, article ke anth me aur shuruwat me share button hai udhar se aap click Karke ashani se share Kar payenge.

Aap hamare Knowledge finder ke latest updates pane ke liye Facebook page like kare, Right side par Bell icon ko subscribe kare! ?

“HAR BAAR KI TARAH APKA KEEMTI SAMAY DEKAR HUMARE ARTICLE KO PADHNE KE LIYE AUR KNOWLEDGE FINDER PAR VISIT KARNE KE LIYE BAHUT BHAUT DHANYAWAAD”

Yeh Bhi padhe –

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *