Virat kohli ka janm 5 November 1988 chon ko Delhi main hua tha.unka shampurna nam hain Virat prem kohli.unke pita ka nam hain prem ji aur mata ka nam hain sharoj kohli. Virat ne apna jiwan ka prathamik shiksa Bharatiya public school se prapt kiya tha 3 sal se hi woh Cricket khwlna pasand karta tha . Sirf 9 sal main woh cricket club main nam Bhorti kiya tha. aur woh shuru sehi cricket premi tha. woh sirf High Secondary tak hi parhae kya tha, uske bad parhae chor kar Cricket main ji jan laga kar khela or Cricket se hi unki Carrer bana liya hain. 2011 chon main unko Bishokap khelne ka moka mila. Bartaman main unko Bharat ka sharba sresta Cricketer vi kaha jata hai.
Virat koli IPL main RCB (Royal Challengers Bangalore) ke team main khelta hain.RCB ne virat kohli ko 21 crore main kharida tha or avibi RCB ke team main hi khel raha hain. Virat Kohli ne uske jiban mai abtak 113 test match, 295 wanday, or 125 te 20 international match khel chuka hain. Unhone international cricket main ab tak 80 shatak laga liya hain,isme 29 shatak test match main or 50 shatak wanday main or 1 shatak te 20 main lagay hain. Virat Kohli wanday cricket main sabse tej 12000 run banane wala khalari hain.Mahan ballebaj VIrat Kohli aj 1046 corer ka malik hain. Virat Kohli ne abtak antrastriya Cricket main 301 bar sakka mara hain.or IPL main 250 sakka mara hain.