Top four offroading bike, Bike for long trip/long ride, bike for ladakh!
Namaste dosto, kaise hai aap log, asha karte hai ki app log sabhi asse or swasth hai.
Dosto aaj kaal hum bahut tezi se age badh rahe hai or hum apne manzil karib ja rahe hai. Aaj ka zamana unnoti ki or ja rahe hai.
Hum aaj naye naye cheezo se pehchan bana raha hai. Naye naye adhunik cheezo ke prati hamara issa ja raha hai. Hum aaj kaal jyadatar digital cheeze istemal karna pasand karte hai.
Zamane ke saath logo ke issa or shok bhi change ho raha hai. Logo ko ghumane ka naye naye jagah dekhne ka shok aaj ke zamane main bahut jyada badh gaya hai.
Kuch log travell karne ki shok rakhte hai, alag alag logo ki shok alag alag hoti hai. Lekin jo log naye naye jagah ghumne ki shok rakhte hai unme se kuch log bike se jate hai ya kuch log train se jate hai ya kuch log flight or bus se jate hai.
Jo log bike se jate hai unko bahut duri tai karna padta hai, jiske karan unko ek assa bike chahiye hota hai, jisme se bahut jagah par bahut sara rasta kharab bhi hota hai, jin rasto ko hum offroad bhi kehte hai, un rasto par chalne ke liye unko bahut hi assa or taqatbar bike chahiye hoti hai.
To dosto aiye is post par hum jante hai india ke top five offroading bike kaun kaun si hai, inke price or cc kya hai, ye sab ke bare main.
Top five offroading bike in India!
Offroading bike main se sabse pehle ata hai himalayan
1.Himalayan 650:
Himalayn Royal Enfield company ka bike hai. Himalayan bike ka CC hota hai 411 cc. Himalayan bike ka Ex-showroom price hai 2,02,612 rupee. Himalayan ka on road price hai 2,25,942 rupee.
2. Hero Xpulse:
Xpulse 200 hero company ka bike hai. Xpulse bike ka cc hai 199.6, Hero xpulse ka Ex-showroom price hai 1,20,800 rupee. Hero Xpulse ka on road price hai 1,38,714 rupee.
3. Bajaj dominar:
4. KTM 390 Adventure:
KTM 390 Adventure Bajaj company ka bike hai. KTM390 Adventure bike ka cc hai 373cc, KTM ka Ex-showroom price hai 3,19,941 rupee. KTM 390 Adventure ka on road price hai 3,44,809 rupee.
Last word:
Toh dosto yeh tha Top five offroading bike ke bare me kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur ummid he ki isse aplogo ko kuch janne ko mila Top five offroading bike ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Riding Tips: Bike’s i3S Mode kya hai?|kaise kam karta hai?
- Ride mode kya hota hai ?|What is ride mode in Hindi
- Top 8 Free android games, Gaming lover ke liye 8 best android games
Help bro
Blogger ka Footer Mai credit Kysa remove kara
Plz bolo bro