Mahindra Singh Dhoni
Mahindra Singh Dhoni: 1981 chon ka 7 july tarikh ko MS Dhoni ka janm hua tha. MS Dhoni ka pura nam hain Mahindra Singh Dhoni.2011 ke 2 april ko MS Dhoni ki baja se bharitya cricket team ne Match jita tha.MS Dhoni ko best batchman,wiketkiper or best Finisher bhi mana jata hain.India ka team jitne ka MS Dhoni ka bahat bora hath hain.MS Dhani ki baja se Bharatiya team ne bahat si Bishacup main jitkar ICC Trofee hasil kya hain. 2011 chon ke Bishakap final main MS Dhoni ne 79 ball main 91 run bana kor India ko jitne main asan kar diya tha.Iske liye unko Man of the Mach vi ghushit kya gaya tha. 2013 chon ke jun mahine main India ne Ingland ko hara kar 3 trofee hasil kya tha (Bishakap, champiyan trofee or 20-20 Bishakap). 2009 chon main Bharat ne pehli bar ICC test Ranking pehla isthan hasil kya tha. MS Dhani IPL main Channai team ki taraf se khela tha.
CSK ne MS Dhoni ko 12 carore se kharida tha or Filhal 4 crore se MS Dhoni ko retire kya hain. IPL main MS Dhoni ne apne life main kul milakar 264 match ,60 test match,200 wanday,or 72 te 20 match khela hain.or CSK ki taraf se 9 bar final match khelne ka Record vi bana liya hain.IPL main 129 match unhone jitaya tha.Unhone Antarastriya khel main 16 bar shatk yeani 100 run banaya tha,Test match main 6 bar 100 run kya tha, wanday main 10 bar 100 run banaya tha. Dhoni ne Antarastriya khel main 634 catsh pakra tha. or IPL main 252 bar 6 lagaiya tha Dhoni ne apne jiwan main 2004 ko pehlibar Antarastriya khel main shatak(100) lagaya tha.