Rishabh Pant biography in Hindi!
Bharat ek cricket premi desh hai. bharat mein sabse pasandida khel hai cricket, jo bharat ke logo ke dilo mein raj karta hai.
Bharat mein kisi bhi cricket tournament ek tyohar ki tarah hota hai. bharat ke lag bhag sabhi log cricket dekhte hai.
Bharat mein cricket itna popular hone ka karan hai, Bharat ke mahan khiladiyon ka khel.
Bharat ne bahut bade bade cricketaro ko janm diya hai, jiske badulat bharat aaj duniya mein cricket mein ek number hai.
Bharat un mahan khiladiyo ke bare mein hume janne chahiye. Bharat ke un mahan khiladiyon ke bich ek khiladi hai Rishabh Pant.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki Rishabh Pant ka janam kaha hua, Unka cricket carrier ki shuruwat kaise huye ye sab ke bare mein.
Rishabh Pant ka janm:
Rishabh Pant ka janm 4 October 1997 ko Uttarakhand ke Roorkee main huwa tha.
Rishabh Pant ke family:
Rishabh Pant ke pita ka naam hai Rajendra Pant or Rishabh Pant ke mata ka naam hai Saroj Pant.
Rishabh Pant ke pura naam:
Rishabh Pant ko to aise hum sabhi Rishabh Pant ke naam se hi jante hai, lekin unka pura naam hai Rishabh Rajendra Pant.
Rishabh Pant ke carrer:
Rishabh Pant Indian Cricket team ki ek left handed middle order wicket keeper batsman hai.
Rishabh Pant ke international cricket carrier ka shuruwat huyi thi 1 February 2017 main England ke khilaf.
Rishabh Pant ne 18 August 2018 main test cricket main debut kiya tha England ke khilaf.
Rishabh Pant ne ODI debut kiya tha 21 October 2018 main West Indies ke khilaf. IPL debut kiya tha 2015 main.
Rishabh Pant ne T20 match main debut kiya tha 1 February 2017 main England ke khilaf .
Rishabh Pant ki International Cricket main best performances:
Rishabh Pant Indian Cricket team ki ek bahut bada hitter hai, Rishabh Pant apni toofani ballebaji se team India ko bahut bar jeet dilaya hai.
Rishabh Pant ke ODI main best performance hai yani high score hai 71 run, Rishabh Pant ke Test cricket main high score hai 159 run
Rishabh Pant ke T-20 main high score hai 65 run.
Last word:
Toh dosto yeh tha Rishabh Pant ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Rishabh Pant ke bare main ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Ravichandran Ashwin ke jeevan parichay!
- Mohammad Shami ke jevaan parichay!
- Axar Patel ke jeevan parichay ke bare main!