Hello Readers, is post mein bikers ke liye information di gaye hai Riding Tips: Bike’s i3S Mode kya hai?|kaise kam karta hai? i3s mode iska kya upyog ?
Bike companiya aapne products ko hamesha modify karte rehta hai logoko attract krne ke liye or jyda se jyda bikes sells ho. Hero corp. ke hal hi mein bikes ke jo varrient aaye hai usme ek naye feature add kiya hai I3s mode iska upyog kafi logoko abhitak pata nahi hai or yeh kaise kam karta log confuse rehta hai toh yehi i3s ke bare mein aaj knowledge finder blog ke is post mein jankari hai.
i3S mode kya hai ? (Hero bike ke naye feature)
sabse pehle ek confuse durr krna chahta hu kuch log i3s mode or IBS ko ek smjte hai jo ki ek nahi hai Ibs ka mean hai Integrated Braking System jo ki braking system me use kiya hai. i3s ka mean hai i3s (stands for Idle Stop-Start System) is feature ko Hero corp. bikes me hai. i3s mode yeh khas karke indian riding ke liye banaya gaya hai
i3S mode kaise kam karta hai?
jaise aapne yeh toh jan gaye i3s mode kya hai or yeh start system hai. iska kam karta jab aap riding karhe ho or thoda time ride ke bad aap kahi bike ko neutral karke ruk gaye ho toh i3s on rehne se firse aap jab ridng karoge toh aapko self\kick se start karne ki jarurat nahi hai. aapko baas clas pakadna hai automatically bike start ho jayega. or yeh i3s mode rehne se jab aap traffic mein rukenge bike ko neutral krke 10-15 sec se jyda rukna hai toh aapke bike start automatic ban ho jyega.
i3S mode iska kya upyog hai ?
agar abhi bhi apko doubt lag rha hai ki i3s mode yeh bekar diya ya iska kya upyog Toh dost aisa nahi hai i3s technology bekar nahi yeh aapke fule or time dono save karte hai jaise traffic me ruka ho or aapke bike start rhega toh petrol kharcha hga, firse jab aap bike start karenge self\kick karke start krne se smay bhi lagega.
At last:
Toh dosto i hope aapko yeh post kafi mazedar laga hai or aap abhi jan gye hai Bike’s i3S Mode kya hai?|kaise kam karta hai?.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ride mode kya hota hai ?|What is ride mode in Hindi