Actor Ranbir Kapoor biography in hindi!
Indian film industry main bahut bade bade sitare ate rahe, sabhi sitare apne apne samai mein bahut hi famous the.
Sabka apna apna ek time hota hain, jis period mein wo bahut famous hota hain.
Indian film industry ke arambha hone se hi bahut sare sitare aye,or apna jalwa dikhaya hain.
Lekin jaman badalta gaya or jamane ke hisab se bade bade sitare ate rahe.
To pehle ke jaisa aaj ke jamane mein bhi bahut bade bade star hain,jinme se ek aise star jo sab ke dil main raj karta hain.
Nayi pidi ke bich kafi famous hain wo,or wo big star hain or koyi nahi, wo star hai Ranbir Kapoor, jiske naam se hi pehchan hain.
To dosto aiye is post par hum jante hai Ranbir Kapoor ji ke bare mein, unka janm, unka pehla film, unke family ye sab ke bare main.
Ranbir Kapoor ji ke jeevan parichay!
Ranbir Kapoor ke janm:
Ranbir Kapoor ke janam 28 September 1982 ko Bombay ke Maharashtra main huwa tha.
Ranbir Kapoor ke Family:
Ranbir Kapoor ke mata ka naam hai Rishi Kapoor, jo ek film actor hai, Ranbir Kapoor ke mata ka naam hai Neetu Kapoor, wo bhi ek film actress hai.
Ranbir Kapoor ke ek behen hai jis behen ka naam hai Riddhima Kapoor, jo ek interior and fashion designer hai. Ranbir Kapoor ke do cousin sister hai Karishma Kapoor or Karena Kapoor, dono hi film actress hai.
Ranbir Kapoor ke ek behen ka naam hai Arpita Khan, or unke dusre behen ka naam hai alvira Khan, jo ek film producer or fashion designer hai.
Ranbir Kapoor ke marital status:
Ranbir Kapoor abhi bhi unmaried hai, unhone abhi tak shaadi nahi kiya hai.
Ranbir Kapoor ke carrier:
Ranbir Kapoor ek indian film actor hai. Jinko bollywood main apne kaam or acting se bahut naam kamaya hai.
Ranbir Kapoor debut film:
Ranbir Kapoor ne 2007 main “Saawariya” namak film se apne debut kiya tha film industry main, lekin wo film box office main jyada success nahi hua tha.
Uske bad unhone 2008 main “Bachna ae Haseeno” unka dusra film hai, jo box office main kafi kamal kiya tha or is film ke bad se hi Ranbir Kapoor bahut famous ho gaye the.
Ranbir Kapoor ne ek biography film kiya tha, jo film Sanjay Dutt ke jeevan ke upar bana tha, Ranbir Kapoor is film main Sanjay Dutt ke role main tha or Ranbir Kapoor apne acting ke dam se is film ko box office main bahut success kar diya tha.
Last word:
Toh dosto yeh tha Ranbir Kapoor ke jiboni ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Ranbir Kapoor ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Mohit Chauhan ke jeevan parichay!
- Top 10 Highest Paid Bollywood Actress|बॉलीवुड की एक्ट्रेस जो सबसे अधिक कमाती है!
- Top 10 bollywood movies of 2020|बॉलीवुड 2020 के हिट फ़िल्में.