How to order in meesho app in hindi! meesho app ke bare main.
Aaj kaal hum digital jamane mein aa gaya hai. Hum aaj kaal apna jyada tar kam online pe hi karta hu. Aaj kaal hum shopping bhi online pe hi karte hai, apna chote se chote cheez bhi hum online pe hi order katre hai yani online se hi kharidte hai.
Thik usi tarah online shopping karne ke liye online kuch app hota hai, in app mein se ek app hai Meesho. Meesho aaj kaal bahut hi famous hote ja rahe hai.
Meesho ek aisa app hai, jisme apko har tarah ke cheez milti hai. Electronics se lekar kapre tak, khilone se lekar cooking saman tak sab kuch milta hai.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki Meesho par apne pasandita cheeze kaise order karte hai, order karne ke liye kya kya karna padta hai, payment method kya hai, ye sab ke bare mein.
Meesho app kya hai?
Meesho ek online shopping app hai, jisse hum online pe shopping kar sakte hai.
Meesho app kaise or kaha se download ya install kare:
Meesho app ko install karne ke liye pehle aapko google play store pe jana padega, play store pe jane ke bad apko waha search option dikhai dega , aapko us search option par Meesho app type karke enter karna hai.
Enter karne ke bad apke device ke screen par Meesho app aa jayega or us app ke niche apko install ke option dikhai dega, phir apko us option ko par click karna hai, waha click karne ke bad apke device par Meesho app install ho jata hai.
Meesho pe cheeze kaise order kare?
Meesho ek bahut hi bharosemand online shopping app hai. Jaha pe hum apne pasandida cheeze order karte hai.
Meesho pe cheeze order karne ke liye pehle hume app ko apne mobile par insatall karna padega, install karne ke bad flipkart app ko apko open karna hai.
Open karne ke bad apko par apko ek account banana padta hein, jaha pe apko apna adress dena padta hai taki apka product sahi adress par apke pass aye.
App ko open karne ke bad apko apne screen par ek option dikhega upar jaha likha hota hai search for products, brand ands more, waha par apko click karna hai.
waha click kar apko apne pasand ke cheeze or brand serach karna hai, waha aap jo bhi search karenge apke screen par wo cheez aa jayenge.Phir apko jo bhi cheez pasand hote hai us cheez par apko click karna hai.
Us cheez par click karte hi us cheez ka photo or price aa jata hai, phir apko niche do option dekhai denge ek hota hein add to card or ek hota hai buy now.
apko kuch kharidne ke liye buy now par click karna hai. waha click karte hi apka screen par apka user naam aa jata hai or apka adress aa jata hai or niche apka ek option aa jata hai kuch is tarah se “Use pincode to check delivary info” or iske niche ata hai “enter pincode”.
waha pincode enter karte hi apka side ek option aa jata hai submit ka. or phir apko waha click karke submit kar dena hai. pin code submit karte hi apka order place ho jata hai.
Meesho ke payment method:
Meesho payment do tarike ke hote hai ek hote hai cash on delivary or ek hota hai add to card. App inmein se koyi bhi use karke payment kar sakte ho.
Agar apke haath mein paisa kam hain or aap koyi branded cheez lena chahte ho to aap EMI ke through nhi payment kar sakte ho.
last word:
Toh dosto yeh tha Meesho app pe cheeze kaise order kare iske bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko mila Meesho order ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Online Hotel Booking kaha se kare? | Top 5 Best Online Hotel Booking Apps
- 5 उपयोगी और सहायक एंड्राइड अप्प्स |5 Useful and Helpful Apps
- Hotstar app ke bare main kuch jankari!