HTML language kya hai? Ise kaha use karte hai?

About HTML language!

aaj ke jamana puri tarah computer ke upar hi nirbhar hain,computer ke bina puri duniya hi sunyo hain,subah se lekar sham tak hum computer ke upar hi depend hote hain.Hum apne sabhi sare data computer par hi store krke rakhte hain.Computer ke madhyam se hi duniya ke sara bada bada kam ho pata hain.

Computer ke bahut sare language hote hai. jin language ke wajah se hi computer ke duniya ke sare kaam ho pata hai.

Computer language ke wajah se hi aaj ki online ki saare kam ho pate hai, saath hi pure computer duniya ke kam ho pata hai.

Waise hi ek language hai HTML, jiski wajah se hum web ke kaam kar sakte hai.

To dosto aiye is post par hum jante hai ki HTML language ka full form kya hota hai? HTML language kya hai? Iske istemal kaha kiya jata hai, ye sab ke bare mein.

HTML ki full form:

HTML ka full form hai Hypertext markup language.

HTML language kya hai?

HTML language ek computer language hai. Jis language ke help se hum web design kar sakte hai.

HTML kisne design kiya tha?

HTML language Tim Berners-Lee ne kiya tha.  

HTML language kaha use karte hai?

HTML language hum jyadatar website design karne mein hi use karte hai. Sirf website hi nahi walki hum kuch online ya offline format banane mein bhi use karte hai.

Koyi link create karne ke liye bhi HTML language use karte hai.

HTML language ke example:


<! doctype html>

<html>

<head>

<title>Example</title>

</head>

<body>

<h3>how are you?</h3>

</body></html>

HTML language run karne ke liye hume browser ki jarurat hoti hai yani ki hum kisi bhi browser par html run kar sakte hai.

Last word:

Toh dosto yeh tha computer language HTML ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila HTML ke bare mein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Ye bhi padhe:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *