How to buy A perfect smartphone | Smartphone Buy Karne ke liye kya dyan me rakhna chahiye ?
Dosto, aaj ke date mein smartphone to sabhi kharidta h lekin koyi kharidte waqt kuch galat kr lete h ji han jese kuch log ek mobile phone kharid lete h or uske bad ghr m jakar pastawa krte h ki mene to ye mobile phone buy nehi krna chahiye the ya fir is price se ye mobile kharid ne se thik nehi hua to aaj ke is article me ehi likha hu ki aap kese ek perfect smartphone kharid sake !
- Dosto sabje pehele apko ye bat discuss krna h ki aap konsa brand lena chahete ho Samusng, Nokia , Xioami, Asus, Oppo, Vivo Or bahut kuch yese brand h.. jese ki aap koyi acche brand lenge like Samsung, Nokia, Oppo, aise brand ka lenge to budget thoda jada honge or specification thoda kam rahega like RAM, ROM, Screen size. agar aap unbrand lenge unbrand matlab jo company ka jada tar popularity nehi h wo sab company ka phone lenge to cheap price m jada specification milega.
- To aab aaye display ke bare m jante h display ek hota hein IPS Display, Amoled or ek hota hein super Amoled. Super Amoled display sabse accha rehta h or ye display sab mobile ke sath nehi aata Samsung, Nokia, Google pixel ye sab mein aa jata hein
- Uske bad aapko dekhna h ki android version knsa hein aap Letest version hi lena kachis kijiyega
- Ram ke bat kare to. 2gb, 3gb, 4gb, 6gb Ram aap jitna jada lenge utna hi ek sath bahut sare apps run kr payenge
- Processor 1.8 GHz 2.20 GHz ye jitna jada rehga utna mobile utna hi fast solega
- Aap apko Charging ke bare me dekhna hein normal charge or ek hota hein fast charge fast lenge to aapka mobile phone thoda jaldi full charge ho jayega
Thank you for read.. aagar aap kuch kehna chahate ho to comment kr sakte hein or aapke dosto kein sath ye article share kr dijiye taki unko bhi pata chale ki mobile phone lene ka waqt Kya dyan rakhna chahiye