Bharat ek cricket premi desh hai. bharat mein sabse pasandida khel hai cricket, jo bharat ke logo ke dilo mein raj karta hai.
Bharat mein kisi bhi cricket tournament ek tyohar ki tarah hota hai. bharat ke lag bhag sabhi log cricket dekhte hai.
Bharat mein cricket itna popular hone ka karan hai, Bharat ke mahan khiladiyon ka khel.
Bharat ne bahut bade bade cricketaro ko janm diya hai, jiske badulat bharat aaj duniya mein cricket mein ek number hai.
Bharat un mahan khiladiyo ke bare mein hume janne chahiye. Bharat ke un mahan khiladiyon ke bich ek khiladi hai Harbhajan Singh.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki Harbhajan Singh ka janam kaha hua, Unka cricket carrier ki shuruwat kaise huye ye sab ke bare mein.
Harbhajan Singh ke janm:
Harbhajan Singh ke janm 3July 1980 ko Punjab ke Jalandhar main ek sikh family main huwa tha.
Harbhajan Singh ke family:
Harbhajan Singh ki pita ka naam hai Sardar Sardev Singh Plaha, Harbhajan Singh ke panch(Five) behene bhi hai .
Harbhajan Singh ke full name:
Aise to harbhajan Singh ko hum generally Harbhajan Singh ke naam se jante hai.
Lekin Harbhajan Singh ka pura naam hai Harbhajan Singh plaha.
Harbhajan Singh ke nick name
Harbhajan Singh ko generally sabhi bhajji ke nick name se jante hai, uske alaba unke koi or naam hai jaise bhajuu pa, The Turbanator ye sab.
Harbhajan Singh ke carrier:
Harbhajan Singh indian cricket team ki ek right arm retired spin bowler hai.
Harbhajan Singh ke international cricket carrier ka shuruwat huyi thi 1998 main Austarlia ke khilaf.
Harbhajan Singh ne 1998 main test cricket main debut kiya tha Australia ke khilaf.
Harbhajan Singh ne ODI debut kiya tha 1998 main NewZealand ke khilaf. IPL debut kiya tha 2008 main.
Harbhajan Singh ne T20 match main debut kiya tha SouthAfrica ke khilaf 2006 main.
Last word:
Toh dosto yeh tha Hatbhajan Singh ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Harbhajan Singh ke bare main ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe: