Ghar Bhete Bank Account kaise khule ?|Top 5 Digital Bank!

kaise khule bank khata ghar bhete, Ghar Bhete Bank Account khule ? | Top 5 Digital Bank!

Aaj aapko is post me aise panch bank ke bare mein janne ko milenge jo ki hume ghar bhete bank khate khulne ka subhidaye milta hai.

is smay bank khate ka kitna mahtpurna hai sayed apko batana pade, kyuki hum hamare dhan rashi ko is jagah se dusra jagah dene mein ban khate kafi madad karte hai, apne family kahi reh rahe hai or ghar paise bhejna ho toh simple way bank transfer de deta hai.. or apne family khus reh pate hai.

Ghar Bhete Bank Account kaise khule ?|Top 5 Digital Bank!

No. 1 HDFC

India’s no. 1 bank sath hi digital bank ke naam liya jaye toh bhi number one par aate hai. HDFC bank mein aap account khol sakte hai bina human verify, contactless video kyc ke madad se. Loan, business, ye sab ke liye bhi HDFC apne grahok ki financial kam ko kafi ashan bana deti hai.

No. 2 ICICI

mera bank icici kuch din pehle online account khulne me thoda pareshani aarhe the par aab kafi ashan higye hai kyuki aab video kyc ke madad se turant hume savings account mil jati hai.

No. 3 Axis Bank

Digital bank ke name le jaye toh Axis bank ye sabse first name aate hai,. kyuki kafi time se axis ne ASAP name se account scheme rakha hai jo apne grahoko ko 5 minute ke andar bank khate provide karta hai.

No. 4 Paytm Payments Bank

hume is bank ko no. 1 par rakhna chahiye tha par bank ke jyada customers or rating ke anusar thoda niche rakha hai. lekin apko bata de ghar bhte bank khate kholne ke liye best Paytm Payments bank. or ispe kafi ashan hai account open karna,, sath hi Fixed deposite jaise subhidaye mein interest or feature jyada dikhne ko milta hai.

No. 5 Jana Small Finance Bank

yeh bhi acche bank hai or 30 minute ke andar account khol sakte hai ghar bhete Video call ke madad se jise Video KYC kehta hai. Jana small fincance bank 7% se jyada Fixed deposite interest derhe hai. ye bank all india me available hai.

at last:

To dosto, yeh tha panch aise bank jaha aap online ghar bhete account khol sakte hai. ummed hai aab aap jan gaye Ghar Bhete Bank Khata (Account ) kaise khule ? post kesa laga comment jarur karein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Also Read..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *