Isiliye aj ke is post me hum janenge Flipkart Exchange kya hai iske bare me. aur yeh bhi purah details me janenge ki Flipkart par exchange benefits kaise istemal kiya jaye.
Exchange kya hai ?
Sabse pehle exchange ke bare me jante hai, Exchange ka matlab hai apke Old product ko le kar apko naya product provide karega. jaise ki manlijiye apne ek naya mobile kharidne ka plan banaya hai Eg: Redmi note 7 aur apke pass pehle se hi ek mobile hai to apko exchange karna hoga flipkart ya fir kisi e commerce website par.
Uske bad apka old wala device company ne ek kimat dega manlijiye 4000 Rupees aur apne jo Note 7 choice kiya uska price hai 10000 rupees toh apko 10,000 rupees se 4,000 minus krke apko 6000 rupees + kuch charges hota hai woh dena padega. yehi hota hai exchange.
ab jante hai Flipkart exchange benefits, offers ke bare me.
sayed apko pata hi hoga flipkart par har event, festival pe koyi na koyi sales hota hai aur in sare sales me Customers ko bhi bahut fayda hota hai koyi bhi products kharidari krne par Accha khasa Discount mil jata hai. aise hi Exchange offers hai, aur is offers me ap apne purana mobile ko exchange kar payenge.
Yeh bhi padhe-
Flipkart exchange offers is offer me apko Selected product reheta hai woh smartphone kharidenge toh apko thoda faydaman rahega. 2,000 se 3,000 rupees tak ka jyda value milega apke old smartphone ka.
Flipkart exchange order kaise kare
jankari ke liye apko bata du flipakart par kuch smartphone ke sath apke old smartphone exchange nehi kar payenge. Step by step for order
1. apko flipkart app open karna hai uske bad search krna hai ap kounsa phone kharidna cahate hai.
Click here to download Flipkart app
2. product select krne ke bad ap product ke niche dekh payenge exchange option ayega.
3. uske bad apka old phone flipkart ke log ayega apse woh phone pick up karega, uske bad apko Naya phone milega. 2 se 3 din tak lagta hai naya phone hath me ane me.
Asha karta hu ap jan gaye honge Exchange kya hai, aur Flipkart exchange ke bare me. aise hi aur knowledgeable bate janne ke liye Knowledge finder site ke sath judhe rahiye. Dhanyabad
Bhaiya itni acchi or useful knowledge late h aap keep it up.. Great job..
Thanks bhai and keep visit