Abdul Kalam ka janm 1931 ke 15 oct main tamil nadu ke ramesharm gawo mein ak madhyaborgiyo paribar mein hua tha. Dr. APJ Abdul kalam ka shampurna nam hain Abul pakir Jainalabedin Abdul kalam, pita ka nam Jainal abedin aur mata ka nam Malakeyar asiyamma tha aur unke paribar ka parampara anusar un logon ka nam ki pehle anpe pita athoba chasa ji ka nam ke sath mila kar rakhta tha.Abul Kalam ko MISILE man OF INDIA KE nam se Bhi jana jata hain.
unke shiksa jiwan apne hi gawo se orthat ramesharm se armv kiya tha.Uske pas jiya dhan sampatti bhi Nehi tha.1950 Chon main woh Intermitttiet parne ke liye Tiruchirapalli chhent Jusef College main nam lagaya tha. Woha sehi unhone Bignyan main Snatok Digree hasil kar liya tha. Uske bad Chon 1954 main injiniyaring parne ke liye Madras Institude Of Technology (M.I.T) main nam lagaya .Jab woh nam lagane gaya tha tab 1000 Rupeya ka jarurat hua tha, or uske behen ne Khudka Sone ka Gehna Girbi main rakh kar Kalam ko 1000 Rupeya ka bandbast kar diya tha. Uske bad Chon 1958 main I A L se Arnotical injiniyar bankar nikal aiya. Aane ke turant bad hi unko ek Nokri mil gaya tha.abdul kalam ne kuch grantho bhi rasna kiya hain jeise ki Children,ask Ask Kalam, Mission India winch of faire aur Ingnaited maighu aur unhone ullokhito assamese grantha ka nam hain Amar xopun,mission ingiya,ognir deuka aur tejushi mon.kalam ne biswa bidyalaya se Doctoret digree prapt kiya tha. waha sehi jatiya Neheru bota,Beer savarkar bota,Indra gandhi jatiya shanksathi bota adhi bota se unku sanmanit kiya tha.uske bad bharat sarkar duwara Padmabushan aur Bharat ratna bota se sanmanito kiya tha.
Karma khetra: sarba sest bigyani sahayata, patirokha mantralaya Bharat sarkar (1962), Sansalak pratirakha nirikhyan aur bikash pratisthan(1982),bigyan upojesthan Bharat sarkar(1998), Bharat rastapati (2002-2007) tak. 27 jully 2015 ki kalam bharatiya prabandhan sanksthan shilong mein bakhyan dete samaye behosh hon gaye aur kuchi der bad unka mrityu ghosito kar di gaye