Aaj hum digital jamane mein rehte hai, jaha hamare jyada se jyada kaam digital tarike se hi hote hai.
Hum apna sabhi kaam aaj internet ke madad se hi karte hai. Intrenet ne hume aaj ek alag hi duniya pe le ayi hai.
Aaj kaal education system par bhi internet ka asar par raha hai. Aaj kaal online classes bhi hota hai.
Hal hi mein corona ke wajah se sare school, college band the, jab ki student ko home assignment diya gaya tha, wo assignment college ko pdf banake send karna padta tha.
Sirf college ke kam mein hi nahi walki bahut sare kam mein kuch file pdf bana ke send karna padta hai.
Isliye PDF banane ke liye kuch app hote hai, jis app ke jariye hum file ya kuch data ko ek sath pdf banakar send kar sakte hai.
PDF banane ke app mein se ek bahut hi badiya app hai DOC scanner, jis app ke jariye hum pdf bana sakte hai.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki DOC scanner app se pdf kaise banaye, ye kaise kam karta hai ye sab ke bare mein.
DOC Scanner app kya hai?
Doc Scanner app ek pdf convert app hai, jis app ke jariye hum bahut sare data ko ek saath pdf bana kar send kar sakte hai.
DOC Scanner app ko kaise or kaha se download ya install kare?
DOC Scanner app ko install karne ke liye pehle aapko google play store par jana padega.
Google play store par jane ke bad apko ek search option dikhai dega, jaha aapko DOC Scanner type karke enter karna hai.
Enter karte hi apke device ke screen par DOC Scanner ke app aa jate hai or app ke niche install ka option hota hai.
Aapko us install option par click karna hota hai, uske bad aapke device par DOC Scanner app install ho jata hai.
Last word:
Toh dosto yeh tha DOC Scanner app ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko DOc Scannner app ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Google duo app ke bare mein jankari!
- BS6 model kya hai?BS6 model ke bare mein!
- Honey Singh Biography In Hindi, हनी सिंह का जीवन परिचय!