CWE Kya hai ? World wrestling entertainment (WWE)

CWE Kya hai ? World wrestling entertainment (WWE) | WWE Champion The great Khali Send an Important Massage !

Hello and Welcome Dosto, aap aaya hai Knowledgefinder.in site par, aaj ke is post aap janenge CWE Kya hai, iske bare me WWE ke Champion The Great Khali ne ek India ke liye naye kadam baraya hai, toh dosto is post me aapko yehi janne ko milega CWE kya hai ? WWE kya hai or The great khali ne ek khas massage diya hai.

Dosto aagar aap WWE dekhte hai or aap India se ho toh aapko yeh janna cahiye ki CWE or WWE ke bare me, sayed aapko pata hi hai WWE ka full form hai “World Wrestling Entertainment” aab aap soch raha honge CWE kya hai or yeh CWE ka kya matlab hai. isiliye mene yeh article likha hu taki mere users ko pata chale.

Sabse pehele The great khali ke bare me thoda jante hai..

WWE ke bare me toh aap jante hi honge aagr aap WWE dekhte hai toh aapko pata hi hoga, The great khali india ka Wrestling champion hai, The great khali ka Birth naam hai Dalip Singh Rana, lekin Wrestling ring par uska naam Dalip Singh,Giant Singh,The Great Khali naam se jante the. 

The Great Khali Wiki or unke Weight, Height


Birth place – DhirainaHimachal PradeshIndia

Age : 27 august 1972 (46 age )2018

Height : 7 ft 1 in (2.16 m)

Weight : 347lb (157 kg)

CWE Kya hai, What is full form of CWE 
CWE ka Full form hai “Continental Wrestling Entertainment” aaiye aab jante hai CWE ke bare me CWE ek Wrestling Academy hai jisko WWE Champion The Great khali ne khola hai. CWE naam se ek YouTube channel bhi hai jaha pe har contest ka video upload kiya jata hai, or CWE ka badhe badhe city me bhi wrestling show hota hai. is post ke end me aapko Youtube channel ka link or CWE Academy me aap bhi join ho payenge uska details bhi diya gaya hai.

CWE Academy par Wrestling training kiya jata hai, sabhi log join ho payenge or uske liye aapko monthly fees dena padega,
Fees details 
Credit – punjabkesari.in

WWE Champion The great Khali Send an Important Massage ! Video ??

CWE Youtube Channel Link  – http://bit.ly/2LozgGW


Toh dosto asha krta hu aapko yeh post accha laga hoga or aap jan gaye honge CWE kya hai, or uske bare me, is post ko share kare taki or logoko pata chale CWE ke bare me CWE academy ke bare me. Dhanyabad

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *