agar aap 4GB lenge toh kam kimat dena hoga or usse jyda lenge toh jyda dena hoga jese ki 16Gb 56GB usse upar bhi Pen drive kharid sakte he or pen drive me gana video load karke aap kisi bhi music system par use kar payenge ke.
toh dosto aapko pata chal gaya he Card Reader and Pen drive same ?| Pendrive or card reader me kya difference he. aab aapko me bata deta hu ki card reader ke badle pen drive use karne se kya kya fayda hone wala he.
apko bata du ki Yeh jo Card Reader hota he yeh bahut hi fata fat kharab ho jata he or isme extra memoro jarurat hota he toh isiliye hi aapko music system par use karne ke liye Pen drive kharid na chahiye jisse aapko extra memory bhi na lage or fatafot kharab bhi nehi hota he pen drive. mene ek pen drive kharida 2011 me aabhitak kuch nehi hua.
Toh Dosto aaj ke post me aapko yehi jankari dena the card reader and pen drive same ? Hindi | Pendrive or card reader me kya difference he eise hi Knowledgeable post ke liye Knowledgefinder.in site ko follow kare or yeh post share jarur kare. Dhannyabad
Thanks